Professional trader bnany ke ley hard work ahim hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Professional trader bnany ke ley hard work ahim hai
    Trading main kamyabi ke ley mehnat ki zarorat hoti hai is ke bna ap professional tu dour ki bat aik qadam bhi is market ke sath nai chal skte is ley jb enter ho gay tu mehnat bhi karni chaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han jnb surf trading hi ni balkay dunaiya k kisi bhi kaam main agar aap hardworking karain gay to aap ko silla zaroor milay ga aur forex main aap ko hardwork karni chaye ziada mehnat say knowledge gain karain aur ziada say ziada analysis karain donon qisam k analysis bht zarori hain...
    • #3 Collapse

      G bhai ap ny bilkul sahe kaha hai k forex trading market mn kamyab hony k k liay hard work bahut zaruri hai bagair hard work k ap kbi bhe success hasil ni kr sukty q k forex trading aik bahut ziada hard work k bad bad he ap ko achi earning aor profit able trading dy sukta hai.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Saabjee پيغام ديکھيے
        Trading main kamyabi ke ley mehnat ki zarorat hoti hai is ke bna ap professional tu dour ki bat aik qadam bhi is market ke sath nai chal skte is ley jb enter ho gay tu mehnat bhi karni chaye
        Ji Bhai ye baat aap ki bilkul theek hai main aap ki baat share every karta hoon Agar Hum Forex trading a professional traders Banna Chahte Hain To uske liye Hame hardworking Karni Hoti Hai Uske Bina Hum Kabhi Bhi professional traders nahi ban Sakte
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Dear Sir app ko pata hy k hardworking k bina koi field ho insaan professional ni bin skta isi trah forex trading main successful trader binany k liay zarori hy k app mehnat kery knowledge and experience and practice gain kery
          • #6 Collapse

            G bhai achi bat ki ap ny really q k trading me kamyabi k lye hard work buht zruri hy aur is me professional tu bnda tb bnta hy jb ap buht struggle kr k apny trading py aboor hasil krty hn.
            Is knlye proper knowledge gain kren aur demo account py practice kren aur money management lot size in chezo py aboor hasil kr k e kamyab ho skty hn.
            • #7 Collapse

              Her wo trader professional trader hota ha js ko ye pta ha k me ne apny loose ko kem kaisy krna ha aur profite ko ziyada kaisy krna ha me ne kis time market me enter hona ha aur kis time exit hona.stop loss ktna lagana ha aur take profite kiya rakhna ha k jb me average nikaln tu me profite mein hn.jo bnda ye bataen seekh gya wo 1 professional trader kehlata ha.aur es k liye waqi mein kafi mehnet darkar hoti ha forex ko seekhna aur demo accout pe successful trading krna kafi hard working ha.
              • #8 Collapse

                Bilkul sir ek trader tub ja k ek professional trader banta hy jub wo markit ko achi traha sy samjhy aur markit ko achi traha smajhny k liye hard working zarori hy bina hard working k ya bina mehnat k kabhi professional trader ni bana ja sagta bus jub bhi forex mein inter hon to usy professionaly liya jaye naky profit loss k bary mein socha jaye
                :1f63b:​BE HAPPY
                • #9 Collapse

                  Insan jitni mehnat karta hay utna he gain karta hay aik hardworker ko bohat success mil sakti hay kyun kay bagair achi mehnat kay forex pe kuch haasil nai ho sakta professional traders essi wajah se kamyabi letay hain wo apni mehnat pe yakeen rakhtay hain achi skills k liye mehnat kartay hain then uss ko apni trading mei le ker chaltay hain aur kamyabi letay hain
                  :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                  PLEASE VISIT HERE
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    dear friends, koi bi field ho us main kamyabi hasel karnay k leay aur apna nam paida karnay k leay bahut mehnat karni parti hay...esi tarah forex main bi kamyabi hasel karnay k leay aur profit earn karnay k leay bahut zayada mehnat ki zarurat hoti hay.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X