weekend k bad market trend
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    weekend k bad market trend
    Dear friend app sub ko btana chahta hon k forex trading main Saturday and Sunday ko holiday hoti hy her monday ko aajeeb ssa trend hota hy is liay mera point ye hy k humy monday ko analysis kerna chaheay trading na kery
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ajeeb sa trend nahe hota hay balkay trend confuse hota hay kyun kay monday ko new week ka start hota hay then kuch traders market up le jana chahtay hain kuch down chahtay hain so market technically ki bajaiy kuch fundamental ka bhi effect rakhti hay esliye behtar hay pehel new analysis ki confirmation le len....
    • #3 Collapse

      Dear member Hame chahiye kya Hum JB Forex trading trading Kare Toh acche nlcs kar rahe ho technical analysis Itni Khub hona chahiye ki profit ki Inteha Ho Jaye dear member Monday ko aapko Geronimo technical analysis Ada karna chahiye qk market jo hai woh technically move karti hai Monday ko or we can ke baad currencies join settle down hoti hai Hame chahiye ke hum fundamentals call Jarur Dekhe Kar Ke Humne next coming week ka pura analysis for sale Ho Jayi
      • #4 Collapse

        Assalam o alaikum dear forex members.
        Dear apki bat thk ha 2 din ki leave k bad monday ko acahank Trend ki situation bht different hoti hai is lai koshish kren keh monday ko aik dafa markeet visit kren aur phr trading kren .thanks dear members
        • #5 Collapse

          Nearby forex market Mein weekend ke baad ki analysis aap ko karne chahiye kya Ki Jodi weekend Guzarta Hai uske baad apko Apne instaforex Bana Sakta urgently trade nahi leni chahiye aapko chahiye kya Kabhi Apne instaforex banasa countertrade kare tu apne analysis achha Rakhe aur weekend ke baad agar koi bhi galat ho market mein agar kisi ke sim card batata hai market kospi market baby hone ke baad instaforex par entry
          • #6 Collapse

            dear mara b yahi khyal hay k humain monday ko trading ni kerni chahie kuin k is day main market kuch achi trah se kisi terf move ni kerti aur market ka trend b wazeh ni hota is kuin k is se pehle two days holiday hoti hay is lie ager hum monday ko trading ki bjay Forex market ka analysis ker lain to ye achi bat hay.
            • #7 Collapse

              G han jnb aap nain bilkul sahi kaha hai humain Monday aur Friday ko trading ni karni chaye balkay surf analsysi karnain chaye aur agar trading karni bhi ho to short term trading karain Friday air market close honain say pehlay profit lay k side PR ho jayen...
              • #8 Collapse

                Market ke trend change hony main dair nai lgti koun ke news se sara trend change ho jata hai is ley market jb weekend per close hoti hai tu trader ko news per bhi tawajo deni chaye tah ke jesay hi weekend ke bad market open ho tu ap market ke sath khod ko already adjust kar chuky hon
                • #9 Collapse

                  Bhai g trading ap Monday ko zaroor kro is main koi preshani ni ho gi ap yad rakho ap jab bi mokamml annaylsis kr k trade open karty ho to ap ko forex trading main trading sy earning ho gi ap ko yeh ni sochna chahiy k ap ko Monday ko ya Wednesday ko market ki situations kia ho gi ap ka totally concerns market k trend ko judge krna hona chahiy tab ap forex trading main kamyab ho sakty ho
                  • #10 Collapse

                    Amoman aisa hota hai jab aik week market ka trend aik side rehta hai to next week uska trend change honay kay zyada chances hotay hain aur ye friday ki closing par bhi depend karta hai lekin jahan tak mainy experience kia hai market thori c retrace leti hai aur thora trend kay opposite zaroor ati hai
                    • #11 Collapse

                      Sabka Kehna bilkul thik hai mai aap ki baat pe agri Karta Hoon Lekin main Phir Bhi kahunga market ka abhi tak Koi friend nahi hai yeh bhi ek hi Jagah move kar rahi hai abhi market cancer Nani Ke Chakkar Mein Hi Hai Kuch Dino Mein mujhe lagta hai hai moment Hone Wali Hai uske baad Phir Hame Pata chalega ki market ka friend kya hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        apki baat theek hai monday ko hamain daikhna chahye ky market ki kia sorat e haal hai magar ic ky sath sath dosri bat yah bhi hai ky agar ham risk nahi lain gay to kuch cheez hum sikh nahi sakty aur yah hamary andar trading na karny ka khoof paida kar daina ky monday ky din markit ki kia condition rahy gi profit hoga ya lose to agar hum ko loss nahi hoga to hum sikhny main kafi dair kar dain gay

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X