Greed say bachna loss say bachna hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed say bachna loss say bachna hay
    Dear friends, forex trading main lalach ki waja say hamesha say loss ata hay, agar ap loss say bachna chahtay hain to lalach say dor bhagain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bhai aap nay bilkull sahi kaha hay kay greed say bachna hi loss say bachna hay wo iss tarah kay jab insaan lalach kerta hay to bari lot ki trades open ker deta hay or jab opposite movement ho jaaye to account wash ho jaata hay lihaaza lalach nahin kerni chahiye or thora thora kerkay capital barhaana chahiye sab ko
    • #3 Collapse

      G es baat par ma aap say itefaak karta hunn. Kun kay agar aap lalach ko tark kar dain gy to aap to aap apna profit aur loss analysis k hisaab sy rakhin gy jis sy aapko loss zayda nahi ho ga aur profit zayda hoga. To lalach karny wala hmesha ksi bhee halat main na khush hota hai jis sy us ko bara loss hota hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Bhai jaan lalach Buri Bala Hai Yeh Toh Apne Sona nahi hai greed se avoid karna bahut zaroori hai Ek bahut risky business hai aapko Yahan Bhi Apne account mein management zaroori hai management Mambo saree Cheez Hai Aati Hai trade ka size capital ke hisab support resistance ke sabse Aircel OTP lagana bahut zaroori hai Iske baad aapko Nahin in Sukoon Milta Hai Aap emotionally control Ho Jaate Hain aur Jyada tension nahi Leta mai aap se Yahi kahunga aap analysis pay tawajjuh De

        اب آن لائن

        Working...
        X