Jab loss ho jaya tu huma kia krna chaya

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab loss ho jaya tu huma kia krna chaya
    Dear members ap sab ko maloom ka forex ak mushkal or riski business hai jab hum profit hasil krna chata hain tu huma risk lana pahrta hai or hum ak bari lot lagta hain ta ka accha profit mil jaya laken huma loss ho jata hai tu members ya batain huma loss ka bad kia krna chaya?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear agr hume lose ho jaye tu ur menat krni chaiye demo accoun main sab se zada menat krni chaiye ye hamre liye sab se acha business hai hume is main experince hasil krna chaiye ur knowledge hasil krna chaiye
    • #3 Collapse

      g dear aap nay sahi kaha hay kay jab ham profit haasil kernay ki koshish kertay hay to hamain risk lena perta hay jab ham bari lot lagaatay hay to aksar loss bhi ho jaata hay to jab loss ho jaaye to aap sab say pehlay yeh point note kerain kay loss kiun howa hay or phir iss ko improve kernay ki koshish kerain
      • #4 Collapse

        Dear friend app ny billkull theek kaha main app sy agree kerta hon, bhai forex trading aik business hy is main profut and loss hota rehta hy ager loss ho jy to saber sy sy kaam lena chaheay aor humy emotional decision ni lena chaheay takeh loss na ho
        • #5 Collapse

          dear friends, sab say pehlay to hamain trade open kartay wakt loss and profit dono k leay mind ko teyar rakhna chaheay aur agar loss aa jay to hamain mayos nai hona chaheay aur un mistakes ko talash karna chaheay jen ki waja say loss hwa ho, aur next trade un ko remove kar k karni chaheay ta kah loss na ho.
          • #6 Collapse

            Bhai hum ko ab say phaly yo yaa souvh kr tarde krni chy ky loss b ho sakta ha or profit or loss ho ko koi tension wali baaaat ninha yaaa ky ap ko loss hua ha agr ab loss hua ha yo ohr profit b ho ga
            • #7 Collapse

              Forex trading aik risk wala business ha is main loss hona koi bari bat nae hai islye humain loss karne se preshan nae hona chaiye humain utna risk lena chaiye agr sl hit bi ho jaye to huain tension na ho next ye ke humain Trading again se learning karne ki zarurt hai or learning karne ke bad trading karain to sab se best hai Forex ki market main learning sab se best hai.
              • #8 Collapse

                Ap jab bhibtrading kare ap ko cahiay k ap zada ki lalach main na pare aur small lot lgae taje agar loss ho bhi tou ap ko zada loss sa smna na karna pare aur profit ki surat main acha profit bhi ho jay agar ap ko loss ho ga tiu zada loss bhi ho ga aur ap ka account bhi wash ho sakta hay aur us k bad ap k ap koi option nai rehta
                • #9 Collapse

                  Dear members main aapko Mashwara Doonga control your loss with fundamental analysis and technical analysis because technical analysis sometime very strong jabke Kabhi Kabar fundamental analysis is very strong you have to decide karna hai aapne market mein support and resistance ok Dekha Hai usi pe hai aapko stop loss ki lagana hai aur take profit bhi lagana hai thank you
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Farhan Malik پيغام ديکھيے
                    Dear members ap sab ko maloom ka forex ak mushkal or riski business hai jab hum profit hasil krna chata hain tu huma risk lana pahrta hai or hum ak bari lot lagta hain ta ka accha profit mil jaya laken huma loss ho jata hai tu members ya batain huma loss ka bad kia krna chaya?
                    Agar Hame trade Karte Hai loss Ho Jaye to Hame tension nahi dena chahiye aur thodi der relax karna chahiye uske baad hydrating karna chahiye aur proper plane banane ka trading karne chahiye aur apni mistakes Kotdwara nahi karna chahiye
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Loss ki surat me sb se pehly hmen disheart nai hona khud ko forum k sath comitted rakhna he , mehnat pehly se zeyada krni he,loss ki reasons maloom krni he aor phir us pe workout krna he ta k dobara ye ghaltian na hon. Bardashta ho kr mehnat krni nai chhorni balky khud ki gjaltion ko minimize krna he ta k future me apko loss ka samna na ho.
                      • #12 Collapse

                        Jb loss a jay tu sabar aur bardashat se kam lena chaye koun ke aksar log is waqat khod per qaboo nai rakh paty aur jazbati ho jate hein jis se loss km hony ki bajay mazid zaida kra lety hein koun ke jaldi main apna loss recover karny ki koshsh main ghalt decision le jate hein aur khod ko mushkil main dal lety hein
                        • #13 Collapse

                          G forex trading main kuch traders ase hoty hain jin se loss ho jata ha .to unhain chaye k apny account ko achi trah read krain k kahan un se galti hui ha or phir us galti ko solve krain .mehnat krain .loss ki.main wajha lack of knowledge ha .bhtr ha k apni knowledge ko incres krain .achi mehnt krain
                          • #14 Collapse

                            Dear friends jub lose hojay tu sabar say kam lay is key pachay tension nahi karna .tension leny say kuch faida nahi hota. Tension karny say apka lose kabi be Waps nahi hota
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear friends, koi bi business ho us main profit k sath loss ka bi risk hota hay aur jab ksi business main loss ata hay to businessman us business ko chorta nai hay bal kah us main improvement lata hay aur profit earn karta hay....esi tarah forex main bi loss anay k bad hamain khud main behtri lani chaheay ta kah future main loss na ho.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X