markeet k trends ka change honay ki kia wajaha hoti hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    markeet k trends ka change honay ki kia wajaha hoti hay?
    members jub markeet ka trend change hota hay to us ki kia wajha hoti hay wo q change hota hay kia is ka change hona lazmi hota hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Market ka trend change hona ki mukhtalaf wajohat hain for example market mai agr investor zyda entry lata hain ya koi investor bari lot lagata hai tu bi trend change hota hai or jab news ati hai jasa ka usd ki news ati hain or usd ka aganst chalna wala pair ki market ka trend change hota hai ya phr age Americans sadar trump koi spwech data hai jis ki waja s usd up ya down hota hai tu is ka opposit pair ki market ka trend change hota hai ap in points ko nazar mai rakh kr trade karain tu market jab trend chnage krti hai ap trade lagain tu ap ko profit ho sakta hai laken is ka lia experience chaya tab ja kr ap in points ko pakar saka gain thanks
    • #3 Collapse

      dear friends, market k trend k change honay ki bahut sari reasons hain, jen ki waja say market ki direction up or down hoti rehti hay....but sab say zayada market ki movement news ki waja say hoti hay, news market k trend ko ak dum change kar deti hain.
      • #4 Collapse

        Beer market ke trend ki change hone ki hot saree Baju baat hai koi bhi fundamental news Jab market mein impact karti hai to market bakti Tor pe bahut effect hoti hai aur Market ka Trend river Sal ho jata hai aur Market mein buy or sell demand level or supply level change ho jata hai market mein trade volume bahut impact karta hai Jiski wajah se train change Hota Hai
        • #5 Collapse

          Market ke trend change hony ki bahat si wajohat ho skti hai koun ke jis pair ya currency per ap trading kar rahay hein us ke bare main news bhi kafi change le kar ati hein is ley news ko kbi bhi ghir ahim smjh kar nazar andaz nai kia ja skta
          • #6 Collapse

            Actually market ka trend tab change hota hai jab market main trend kay mutabiq support karny waly traders ki tadad km reh jati hai jab market over bought ya over sell ho jaye tab bhi market zyada tar trend change karti hai is kay ilawa jab koe news ati hai to uska effect agr high ho to wo b market ka trend change kra deta hai...
            • #7 Collapse

              Trend Change hony ke mukhtalif wajohaat ho sakti hain. Maslan agar aap haaliya sortehaal par baat karen to GBP ka kafi arsy sy down trend chal raha ha. Lekin agar Brexit wali news achi aati hai to pound ka trend change ho jaany ka qawi imkanaat hain. Esi tarha agar koi dosra pair Jesa k AUDNZD ha jo kise bhe trend ma chal raha hai to 1 country ke buri ya achi khabar say trend tabdeel ho sakta hai. To aapko news par bht zaida foucas karna chahey aur technical analysis bhe sath dekhny chahey.
              • #8 Collapse

                dear ais ki boht wajoohat hai kabhi to kisi mulk ki policies ki bhi reasons hoti hai kabi un ki political situation ki waja hoti hai or normally market main trend over sold and over bought ki waja sy bhi change hota rehta hai ais liye news ko deekh ky he trade lagani chahyee kion ky news py he market trend depend karta hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  agar hum trend ko follow karty huway trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main trend say out ho kar kam karnay say faida nahi hota ulta humay market main loss he hota hay humay chahiye keh trend ko folow karna chahiye tab he humari trading achi hoti hay

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X