Forex trading market mn kamyabi k liay 2chezen zarur control kr len?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading market mn kamyabi k liay 2chezen zarur control kr len?
    Dear members ager forex trading market mn kamyabi hasil krny k liay 2chezen control kr le Jain tu zarur success hasil ho sukti hai 1.Lot size ko control krna forex trading market mn kamyabi k liay bahut he zaruri hai ager ap lot size control kr laity hain tu kbi ap ka account wash ni hoga aor loss ratio bahut kam hoga 2. Greed ager forex trading market mn trading krty hoy tradr greed py control kr ly tu koi bhe trade profit k bagair ni close hoge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear ur hume trading k waqat hume emotional ko be cntarol krna chaiye is business main ur hamre pass trading k bhre main experince hona chaiye ye bohat hi important hai successful banne k liye
    • #3 Collapse

      sir ap belkul right ho ager hum lot size ko bee control kerty hien or es mien aa ker greed bee ni kerty to hamain es mien kio bee earning kerny sy ni rok sakta hai es lye hamain es mien lot size belkul kam use kerni chahye q k ager hum es mien lot size zayada use kerty hien to es ka matlab hai k hum es mien aa ker greed ker rahy hien or greed jo bee kerta hai us ko forex k trading mien zaror loss ka mo dakhna parta hai to behter bee yeh he hai k hum es mien greed na kery or mehnat ker k es mien earning ker ny ki koshesh kery ta k hum fuure mien ek acha trader ban ker earning hasil ker ly.
      • #4 Collapse

        dono batain he humaray liye bohat important hain tabhi humari trading best hogi lot size ka desicion humasha humaray capital kay mutaabik hota hay jitna capital hoga ussi hesaab se humay volume small ya kuch big volume select krna chaiye aur greed tou aap ko hamesha nuksan de gi over trading hojati hay esliye esko avoid karen....
        • #5 Collapse

          g dear aap nay bilkull theek baat ki hay kay ager koi bhi trader forex may kaamayaabi chahta hay to money management zaroori hay jo kay lot size or number of trades control kerna hi hay or doosri baat yeh kay aap greed yaani lalach na kerain balkay patience ka muzzahira kerain or thora thora kerkay hi capital jama kerain
          • #6 Collapse

            Ye jo aapny lot size kam karny ke baat ke hai ma es sy soo feesad agree karun ga. Kun k money management ko ham usi wakt bhoolty hain jab ham lalach kar hoty hain. Aur lalach ke wajha sy ham jaldi profit bnaany kay chakar main hoty hain. Aur jab lot size bara use kar k stop loss ka bhe Istemaal nahe karrty to phir account wash hony k chances aur bhe zaidaa ho jaaty hain.
            • #7 Collapse

              Bilkul brother ye dono kiling factor hmary account ko khatm krny waly ye bahot bari reason hen.dekhen aik taraf to bri lot size profit bhi bahot dti he magr uska doosra rukh bajot bheyanak he, maza tb he jb dono rukh suitable hon. Means sefe rading ho , agar profit kam ata he to khair he magr loss under control ho jis bardasht bhii kia ja saky. Aor jahan tk greed ki bay ki jay to iska loss hi loss he. Aj tak lalach me parny wala kbhi faydy me nai geya. Is liy greed se bhi gurez kren.
              • #8 Collapse

                Ji bhai mere Bihar mein agar Hum play lot size aur emotion ko control karne 2mm Boss admin officer kar sakte hain emotions bahut Buri cheez hai emotions control Kare aur trading kare iska koi kaam nahi Hai Terre Dil Mein
                • #9 Collapse

                  G brother aap kis baat se agree Hoon trade chote size Ki Ho aur Hame stop loss aur take profit course zaroor istemal karna hai Taake Hamara account Mange ho sake Aur Hum market mein account ko function nahi Agar loss hoga to aap account ko watch Karva baithenge
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Akbar khan پيغام ديکھيے
                    Dear members ager forex trading market mn kamyabi hasil krny k liay 2chezen control kr le Jain tu zarur success hasil ho sukti hai 1.Lot size ko control krna forex trading market mn kamyabi k liay bahut he zaruri hai ager ap lot size control kr laity hain tu kbi ap ka account wash ni hoga aor loss ratio bahut kam hoga 2. Greed ager forex trading market mn trading krty hoy tradr greed py control kr ly tu koi bhe trade profit k bagair ni close hoge.
                    Forex Trading main sabi log successful hona chahte hain or in 2 cheezon ko agr Control kar liya jaye to hum surely bohat achi Earning kar skte hain 1st jo ap ne btaya
                    Lot Size, is se bohat faraq parta hai agr hum money management ko follow karte hue Trade karte hain to ye bohat acha hai or hamara account bi safe rehta hai.
                    Greed, bohat hi dangerous cheez hai jo ke sab se zayda account wash karne ka reason banti hai.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      agar hum forex trading main kamyab hona chahty hay to esmain theak say learning karni chahiye agar hum learning karen gay to he market main achi earning kar sakty hay es business main demo account ko hum seekhnay kay liey he use karty hay tab he hum market main acha earn karna seekh sakty hay

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X