forex main kamyabi kasy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main kamyabi kasy
    Forex bhot risky bzns ha is main profit k chances loss k chances k braber han is main kamyabi b utni he asan ha mgr chand rules follow krny ho gay jasy k greed control krna ho gi sabr krna hoga money mangement seekna hogi risk kam krna hoga lot size kam se kam rakhne
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G jnb aap nain bht achi BT ni hai waqia fired main kamyabi k liye humain sabar payeda karnan ho ga khud main lalach ka khatma karnan ho ga aur jitna ho saktay risk factor kam rakhain tb hi kamyab hun gay aur risky trading say avoid karain aur jin trade k profit k chances ziada hun in PR trade Karen...
    • #3 Collapse

      Mai is bat s agree nahi hon forex main profit or loss ka chances brabar nahi hain profit ka chances 10 percent or losses ka chances 90 percent hota hain brabar tab ata hain jab ap ak bohot expert or accha trader ban jata hain nahi tu loss ka ratio zyda hai profit s
      • #4 Collapse

        g bilkul forex trading main sabar hi kaam ata ha, agar banda sabar na karey aur lalach ki waja sey kr bethey, jaldbazi main bohat nuqsaan hotta ha, kayee baar to aap ki sari raqam doob jati ha, Be careful with patience..... Thanks....
        • #5 Collapse

          g han dear friend main ap ki bat sy bilkul agree karta hon k hamein forex mein kamiabi hasil karny k leye kuch rules ko follow karna parta ha , jaisa k ap ny bataya ha k hamein forex mein jald bazi nahi karni , lalch nahi karni aur bhi . in cheezon par control kar k hum aik achy trader ban sakty hain aur ach aprofit gain kar sakty hain.
          • #6 Collapse

            yes dear, men aap ko batana chahta hun kih forex is the world wide bussiness bn chuka hy or is men success pana koi asan kaam nai hy is liye is men success paney k liye sab sey pehley demo account per practice kerni chahiye jis sey aap ka knowledge men izafa hota hy or aap ka experience men bhi izafa hota hy ......
            • #7 Collapse

              agar humay really forex pe kamyabi hassil karni hay tou humey best tarikay kaar sey chalna chaiye success tabhi milti hay achay rules boat must hotay hain humay trading mei emotions pe aur greedy ko avoid karna chaiye aur behtreen trading kay liye humay risk nahe lena chaiye apnay targets set karain unhi targets kay mutabik chalen...
              • #8 Collapse

                dear friends, forex ek risky business hay but es main bi ham profit earn kar saktay hain aur apni life change kar saktay hain but es k leay hamain apni learning complete karni chaheay aur lalach say bachna chaheay aur es k ilava apnay emotions pa control karna chaheay.
                • #9 Collapse

                  Slam jnb achi information share ki ap ny me agree krta hn apki bat sy aur ye kehna chahta hn k forex trading me kamyabi k lye is k rules pybfollow kye bghair kamyabi impossible hy. Hr idary k kch rules regulations hoty hn isi trha forex me trading krty wqt b hmy in k rules follow krna hn gy jaisy k money management hy stop loss hy. Aur trading krty wqt gread ya lalach sy b bchna ho ga aur lot size ki bat krta chlon ye buht zruri hy is ko smjna wrna hm apna account wash kr len gy.
                  • #10 Collapse

                    Forex trading main kamyabi lene koi bara issue nae hai iske liye ap ko hard work ki zarurt hai ap ka hard work hi ap ko earning deta ha forex ki market main jo sab se important hai wo hai learning or uske sath sath knowledge main izafa jis se hum ko fida hota hai forex ki market main emotional trading se avoid karian jo ke sab se bara issue hai Forex ki market main.
                     
                    • #11 Collapse

                      G bahi aapki sahee ha agar jin cheezon ka aapne zikar kia hai ham unpar amal kar ky ham learning kay zariey apni trading ko behtar sy betar bana sakty hai aur apna trading career acha bana sakty hain. Ye cheezin new aany waly bandon ko lazman seekhni chahey
                      • #12 Collapse

                        G ap.ki bat bilkul theek hay us main koi shak naink agar ap forex market main kamiab hona cahte hay tiu is k.liay ap ko sahiay k ap sabar se kam lay kisi kusam ki kakach na kre aur jab bhi lot lgae tou hanesha chota lot size rakhe aur kisi kisam.ki lalach main na pare take ap achi trading kar sake aur acha profit bhi hasil kar sake
                        • #13 Collapse

                          G bhai main apki bat sy agree karta hn k hamien forex trading mein sabr sy kam lena chahiey jald bazi ya over confedence nahi hona chahiey warna hamien kuch hasil nahi ho ga agr hum in baton ka khiyal rakhien gy tb hi hum eik achy aue kamyab trader ban sakty hain aur kafi sara profit forex trading k zariey kama sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Dear member aapne Forex Mein kamyabi Hasil karni hai self self analysis training lean reading method pe depend kare fundamental technical analysis aap ko Khud Se karna hai aap ko Eid ki acchi samjhaye aur Market main aapko loss kam se kam ho dear bahut acchi ko chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jee dear ap correct kehtay hain Forex main success hasil kerna koi difficult kam ni hay ye business risky to hay but ager hum apne emotions aur greed ko control kerna seakh lain aur over trading na krain aur Forex k rules ko follow ker lain to hum is se achi earning ker sektay hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X