Lot size ko investment k mutabiq lagana
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size ko investment k mutabiq lagana
    Dear trder jaisa k ap sab ko ilm ha k lot size bari lagane se ap rusky trading kar rahe hote hn yani jitni bari lot ho gi utna hi risk level barh jae ga so ,, risky trading se bachne k lie ap ko sab se pehle apni investment ko dekhna chahie agar ap ki investment bari ni ha tu ap hargiz bari lots na lagaen is se ap ko loss ho ga is kie ap jab bi trading karen investment k mutabiq lot size raken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han jnb aap nain bilkul sahi kaha hai humain apnain account k mutabiq chalnan chaye yeah keh lain k chadar daikh k paon phelanain chayen aur agar aap ka account chota hai to is PR hargiz risk nan lain aur bilkul choti lot ki trade lagayen...
    • #3 Collapse

      dear friens, forex trading main lot size ko select karna ek bara masla hay, aksar member zayada profit ki lalach main bara lot size use kartay hain aur loss anay pa un ka account wash ho jata hay....so friends, ap apnay lot size k mutabik kam lot size use karna chaheay ta kah ap survive kar pain.
      • #4 Collapse

        gee haan bhai aap ny theek kaha hai ky lot size ko apna capital deekha ky lagana chayee aor ye cheez humari basic learning main bhi hai jab hum forex ky asooloon py trade karty hain to humin faida hota hai ais liye humain chahyee ky hum lot size apny capital ky hisaab sy lageen and ais tarah risk of loss ko bhi kamm kar sakth hain and slowly apna capital bhi grow kar sakth hain
        • #5 Collapse

          G han ap ne boht achi bat ki hay k humae trading humaesah apne account ko made nazar rakh kar karni cahiay zada ki lalach bilkul nai karni cahiay is se ap ko loss ho ga ap kaacciunt agar chota hay tou ap lot bhi choti lgae ayr agar ap ka account bara hay tou tab bhi ap lot size munasib rakhe take acha profit bhi ho aur zada loss bhi na ho
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: amerfarooq پيغام ديکھيے
            Dear trder jaisa k ap sab ko ilm ha k lot size bari lagane se ap rusky trading kar rahe hote hn yani jitni bari lot ho gi utna hi risk level barh jae ga so ,, risky trading se bachne k lie ap ko sab se pehle apni investment ko dekhna chahie agar ap ki investment bari ni ha tu ap hargiz bari lots na lagaen is se ap ko loss ho ga is kie ap jab bi trading karen investment k mutabiq lot size raken
            reading cutting a lot size you decide karna bahut important Hota Hai Adnan traders ka account kamaal hai toh unko lot size face while Rakhna chahiye aur 50% investment Ko Hum Chhod Dena chahiye aur 50% Peth red karna chahiye
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Mere Khayal Ni note ka size market K moment se Hame analyse karne ke baad decide karna chahiye Agar mami market mein bahut jyada moment ho rahi hai toh Hame Chota lot Lagana chahiye aur nahi to market up case Mein badel road par Laga sakte hain
              • #8 Collapse

                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  apki baat sahi hay agar hum lot size apnay balance kay hesab say use karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay es business main humay lalach nahi karna chahiye kyun keh lalach kay chakar main market mai earning nahi hoti aur lot size ko money management karty huway he trading krny main he faida hota hay

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X