Mukamal knowledge ka bina trade krna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mukamal knowledge ka bina trade krna
    Kuch people mukammal knowledge ka bina trade krta hai or loss otahta hain is lia jab ap ka knowledge complete nahi ho tab tk trade nahi karain kiun loss ka chances zyda hota hain is lia knowledge gain krna pr zyda tuwajo dain or os ka bad trade lagain ap log is bara mai kia kahta hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear I am a Forex trading main muqammal knowledge chapter Castle Na Hoga Kam a forex market me trading nahi karni chahiye Hame Chaho ke hum Jab Apne instaforex bonus account for trading kare second year ko pata hona chahiye ke forex market Mein Jab tak aap ko knowledge nahi hoga aur ab money management ke sath trading nahi karenge tab tak aapko forex market Mein loss hota Rahega aur uske Alawa mein chahiye kitne instaforex bonus counter threading acche tarike Se Kare wo Hame Apne bache ko Mange karna chahiye
    • #3 Collapse

      Jo bhi trader bagair knowledge k forex men trading krta hai to wo kabhi bhi kamyab ni ho pata hai isliye aap jab bhi koi trade open kren aapko forwx ka knowledge aur experience ho a chahiye jab tak hamen trading ka knowledge ni hoga touss waqt tak ham kabhi bhi trading men successful ni ho sakte hain q k trading men success k liye hamen knowledge aur experience lena bahot hi zaruri hai
      • #4 Collapse

        Bohat sey newbies mei yehi barri khaami hoti hay kay wo bagair proper knowledge kay real trading start kar detay hain esliye wo loss kertay hain kyun kay bagair proper knowledge kay trading karna bohat mushkil hay kyun kay jab aap kay paas achi skills hoti hain tou ap ess kabil hotay ho kay aap ko achi trading kasay kerni hay analysis karna atay tabhi aap success le saktay ho...
        • #5 Collapse

          dear brother forex per treading kernay kalye ap ko knowledge ka hona bahut zaroori hai or markit k analyses ka pata bhi hona chaye or us kelye ak nay treader ko demo acount per paractice kerni chaye or us main jab ap ke startgy bilkul right point yani praphet main ho to trade lagani chaye...
          • #6 Collapse

            mn ap sub ko btana cahta hon keh trade karny Kliya Pahly soch samjh raekhn aur achi planing kren agar hmari planing achi ho gi aur acha knowledge ho ga tu hemn bahot faida jo ga aur hmen cahiya keh cahiya keh hm trade Kliya Pahly seniors sy guiding Len phir soch samjh my trade lagin aur soch samjh ky trade nh lagin gy tu hemn loss nh ho ga balkeh acha profit ho ga
            • #7 Collapse

              Loss kay chances bohat he zyada hotay hain agar koi trader bagair achay knowledge proper training kay bagair kaam shuru kar deta hay tou humay achi planning aur achi strategy chaiye hoti hay bahtreen performance kay liye jab tak aap kay paas acha knowledge nahe hoga aap achay analysis bhi nahe kar saktay esliye bina mukamal knowledge trading nahe karen....
              • #8 Collapse

                jis ko trading kay bary mein mukammal knowledge nahi hai wo trading na kary q kay mukammal knowledge kay bina trading kabhi bhi possible nahi hai chalo farz karen agar aap knowledge kay bina hi trading start kar lety hain to aap is ko atart to kar lety hain lekin agay barh nahi pain gay q kay agay barhny kay liay bhi kisi na kisi ki help zrur leni parti hai ye koi mamuli account nahi hai jis kay pas knowledge ho ga wohi is ko kar pay ga
                • #9 Collapse

                  Dear brothher g ha pori malomat kasat trade karna ak achy baht ha kion ka agar ap ko trade ka bara ma pata nahi ho gaa to ap trade kasi karin ga is lia hum ko trading kasi karin ga islia hum komalomat ka sath trading kar ni chay
                  • #10 Collapse

                    Is k baary me men add krna chahta hoon k yahan knowledge complete krny ka mtlb ye he j trading k baary me tamam buneyada baton ja pata hona zaruri. Trad opening k ilawa bhi bahot sary options hen unka use bhi ana chahiy.knowledge to kbhi comlete hota hi nai magr preshan na hon yahan basic knowledge k complete hony ki bat ho rahi he
                    • #11 Collapse

                      G bhai bht simple c bat ha k jb ap ko ksi bat ka knowlage ni ho ga tu ap us pe kaisy kaam kr sakty haen ksi bhi kaam ko krny k liye knowlage ka hona bht zruri ha esi trha forex bhi 1 bht berha bussiness ha agr ap es ko seekhaen gye ni tu ap kaisy es se faida hasil krean ge.es liye bhai agr ap ne forex ko seekhy baghair trading ki tu ap nuqsan hi uthaen ge aur nuqsan utha k agr seekhna ha tu phr us ka itna faida ni ha search krean aur dosrn ki ghaltiyoon se seekhaen na k apni ghaltiyoon se aqal mand wohi ha jo dosrn ki ghaltiyoon se seekhta ha na k apni.tu be carefull about forex.
                       
                      • #12 Collapse

                        mukammal knowledge k bina trades karna aisa hay jaisay bina ankhon k safar karna hota hay bain ankhon k jub ham koi travel karaingay to hamain kahin na kahin koi nakoi thokar lagay gi aur hamara bahut barra nuksaan ho jaiga same isi tarha jub ham knowledge k koi bhi trades laingay hamar koi aisa stop lose lagay ga jis say hamara sara account washed ho jaiga hamari profit bhi zaya ho jaigi is liye aisi baat say bilkul bach k rehna he samjhdaari hay.
                        • #13 Collapse

                          dear friends forex main logo ko zayada tar loss lack of knowledge ki waja say hota hay....q k forex main profit knowledge ki waja say hi earn keya jata hay agar without knowledge trading ki jay gi to hamarau profit k chances kam aur loss k chances zayada hon gay.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            agar hum forex trading main knowledge kay bgair trade karen gay to hum market main achi earning nahi kar sakty so humay chahiye keh market main ziada say ziada mehnat karen kyun keh mehant kar kay he hum market main acha earn kar sakty hay es business main money management ko apni trading ka hisa bnana chahiye

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X