kia forex k lye koi planing honi chahye ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia forex k lye koi planing honi chahye ???
    Dosto beshak forex dunia ki sb se bri market ha mgr is main kam krna utna he risky ha q k idr agr ap proper training or planing k sath na aye to ye ap k lye loss he sabat hoga is lye idr proper training or planing k sath ana chahye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear brother forex ak online bahut bara bissness hai.or is k oper kam kernay kelye traing kerni zarori hai or ap ke pallning bhi bilkul fit honi chaye. koi bhi bissness ho us kelye training or knowledge ka hona zarori hai.
    • #3 Collapse

      Forex trading aik asa business hay jispe aap bagair planning kay kamyabi haasil he nai kar saktay behtreen trading mei best planning ka eham role hota hay hum bagair achi planning kay achi trades place nai kar saktay hain hamesha pehle apni skills ko achi karen uskay bad ap plannings karen uss mei aap hamesha stratgies aur planning pe apni trades karen...
      • #4 Collapse

        Yes dear Forex trading ke liye planning honi chahiye jab tak aap forex market Mein planning ke shaadi mein nahi Lenge to aapko stop loss and take profit Limited Dil Nahi Hoga Hame Chod Denge Hum Jo Bhi Apne instaforex banaskatha training Kare Toh Apne analysis acchi Rakhe Oru second Yaar Ko Pata hona chahiye ke hum forex market Mein Jab Bhi trading Karte Hain 2 analysis Is Tarah kare ki market Mein stability achi Rahe aur forex market Mein stable isliye rahe hai kya aapko experience Russell Rahega aapka instaforex bonus account account group rahega
        • #5 Collapse

          Well ap ki bat bilkul theek hay is main koi shak nai k agar ap forex trading main kamiab hona cahte hay tou is k.liay ap ko.full plannig k sath trading karni cahiay is business ko samjh kar isay join karna cahiay tab hi ap is main kamiab ho skte hay aur aik success full trader ban sakte hay
          • #6 Collapse

            Dear brother g ha forex fourm per kamm ka lia ap ko planning karna boht zarori ha is waja say hum ko trading kar na ma asani ho ti ha or hum ko ak achy pamint milti ha or hum ko profit ziada ho ta ha agar hum planing ka saht kam nahi kar ta hn to ko loss hona ka kathre ha
            • #7 Collapse

              proper planning kay saath kaam karnay mei he trading aap kay liye faidamand saabit hogi agar aap achi planning karogay mehnat krogay patience kay sath trading karogay aap ko success hogi kyun kay trading bagair planning aur bagair achay analysis ya bagair achay patience kay mumkin nahe hoti hay mehnat kay saath kamyabi hay....
              • #8 Collapse

                Forex trading mai proper planning kay baghir kamyabi ka hasool bohot he ziada mushkil ho jata hai . Forex trading mai wahi log kamyabi hasil karty hain jo trading ke proper planning pehlay say kar kay rakhty hain aur phir baad mai discipline kay sath iss per practically kam b karty hain. trading kay liye jitne achi planning ho ge trading b itne he achi ho ge.
                • #9 Collapse

                  Dear bro apki bat thk hy bilkul e forex trading ko successfull bnany k lye zruri hy k hmari planning aur strategy buht achi honi chahye aur ye tb e achi ho gi jb hmary pas trading ka knowledge ho ga is lye zruri hy k hm apni planning ko acha aur effective bnany k lye trade knowledge ko learn kren. Me ye kahun ga k 1 br achy treqy sy learn kr len phr confidence a jay ga trading ka. Phr apny experience krty rhen.
                  • #10 Collapse

                    Of course freinds, forex main kamyabi k leay proper planning ka hona zaruri hota hay, friends forex hi nai koi bi kam ho us main ham us wakt tak kamyab nai ho saktay jab tak ham proper planning nai kartay....forex main bi ek acha trader wahi banta hay jo planning say trading karta hay.
                    • #11 Collapse

                      agar hum forex trading ki planning kar kay trade karen gay to he hum market main achi earning kar sakty hay es business main humay lalach nahi karna chahiye kyun keh lalach main he hum planing ko chor daity hay aur earning karnay ki bijaye market main loss kar lety hay humay aisa nahi karna chahiye
                      • #12 Collapse

                        Well saying dear friend,dunya me ap koi bhi kam start kerte ho to us k liey planning boht zaruri he agr ap achey results k khawahish mand hain to.or trading me to ye bohat he important he q k jb ap kisi cheez pe trade krne ja rahe ho to to us cheez k bare me markeet ki movment us ka trend ye sari cheez daikhni parti he or isi ko planning kehte hain. Thanks
                        • #13 Collapse

                          Ji bilkul Forex ko proper strategy k through he Leke Chala Ja sakta hai Kyunki Agar proper planning nahi hogi To Hum long term ke liye profit nahi bana Sakenge aur Agar proper planning aur strategy ko Leke Chale achha profit Kama sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Dear forex kaam he planning ka hai. Planning k bina to aap forex main lamby arse tak kamyaab nahe reh paain gy. Kun kay planing say aap k goals set hoty hain jinke wajha say aap apny targets achieve karty hain. Jab ap targets achieve kar lety hain to apni planing mo expand karty hainaur ney goals choose karty hain lehaza planning k bina to survive karny ka sawaal he paida nahe hota ha.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex Trading karne ke liye ap ke pas proper planning plane hona chaiye jis se ap ko fida ho or ap jab Trading karte hain to ap ko Forex Trading ke bare main sahi tara se phele knowledge lene ki zarurt hai us ke bad ap Trading start karian to shai hai. Planning se murad ap jab Forex main ate hain to sab se phele ap ko Forex ke baer main complete information leni hai us ke bad practice or us ke bad trading.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X