Auto Trading or Manual ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    brother i agree you for this question auto trading or menual trading dono me humko loss ho sakta hai q k yeh boht hi riski business hai or is business me loss k boht hi ziyada chancess hote hain is liye me kehti hun k auto trading or menual me koi farq nhe hai dono me loss ho sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      aslamu alaikum:meray bhai meray hayal mein auto trading mein ziada loss ke chances hai,agar to auto trading mein stop loss aur take profit ka option hai to auto trading ziada best hai aur agar ye option nahi hai to manual trading ke through ap kam loss kartay hain kyon ke loss aur profit ap ke hath mein hota hai.
       
      • #153 Collapse

        manual trading best hai aur forex aik business hay is ko ap game na samjhy bahot saray trader is mein loss kartay hay kiyon kay wo is mein greed hoty hy or woh emotional ho kar trade kartay hay isi liye woh chor detay hy ap ko chyei kay loss say avoid karay aur achay trader banay .
        • #154 Collapse

          Forex trading min humin dono tarha ki saholat milti he yani hum wahan se manual ya robot k zarye auto tareeqe pe bhi trading kar sake hin. Auto trading wo tareeqa he jo robot k zarye se hota he jo aik set programs hote hin aur market ki movement ko deikhte hue apne aik set tareeqe se trade lagate hin.
          • #155 Collapse

            Dear auto trading me humain ziyada loos ho sakta hai ba nisbat manual trading kay kiun kay jab hum trading krty hain tw khud us ko daikhy tab achw profit hota hai naaaw kay bs auto par chor dain auto par ziyada tar loose he hota hai
            • #156 Collapse

              manually me kam karta hon autotrading me nahi manta hon kiun ke koi aesa robot nahi hai meri nazar me jo ke auto trading se aap ko hazaron ka profit kama ker de bohat scams hote rehty hain is lye aap ko khud se kam karna chahiye is market me .
              • #157 Collapse

                agar ap khud say tarding yaani manual trading ka experience rkhty hain to ap ko robot trading main ziyada nuqsan kay chances hain lekin agar ap kay pas experience nahi hai to ap robot trading bhi kar skty hain or us main bhi loss to hota he hai lekin jab ap ko bilkul bhi experience na ho to manual trading ki nisbat ap ko robot trading main kam nuqsan hoga.
                AGAR AP KO MERI POST PASAND AAI TO PLEASE THANKS PER CLICK KARAIN.
                • #158 Collapse

                  bhai agr ap apni knowledge ki base pr tarding nhi kro gay to apko dono hi methods say loss ho skta hai.kisi b trader ko loss tb hi hota hai jb wo bina knowledge k or patience k trading krta hai.isi liye trading mai loss say btchnay k liye hmay trading krnay k liyte knowledge zroor hasil krni chahiye.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #159 Collapse

                    salam to all friends kasa han ape bhai auto trading sa aepko ya pata nahe chalta ke aepke trade kase chal rahe ha or manual trading se aepko ya pata chalta ha ke kha profit hota ha or kha loss hita ha jha chaya aep trade roq sagta ho
                    • #160 Collapse

                      dear loss k chances to auto trading main bi hain aur manual trading main bi but mare khyal main ager hum perfect knowledge k sath manual trading krain to manual trading main loss k chances ko kem kia ja sekta hai.
                      • #161 Collapse

                        well brother according to my experience auto trading me zeyda tar loss ke chance he, because auto trading me control trader ka nahi hota sara control robot ka hota he, and manual trade me sara control trader ka hota he trader jab chahe trade open kare jab chahe trade close kare, is leye manual trading is best he....
                        • #162 Collapse

                          dost i think auto trading mai loss nai hota or na he manual trading mai loss hota hai loss us surat mai hota hai jab hum tmam strategies per amal nai kerte ya trading per apni puri concentration nai date ager hum trading per dihan nai date to profit kya ho :confused:
                          • #163 Collapse

                            خودکار طریقے سے ٹریڈنگ کے ساتھ بہت سے ظاہر ہے کہ بنیادی فائدہ بنیادی طور پر خود کار طریقے سے سگنل کو ہو رہی ہے. پروگرام کیا گیا ہے صرف اس صورت میں ہے اور properly.there اگر ٹریڈنگ، مفت، درست کامل ہے اور غلطی بھی ہو سکتا ہے کہ میں manul تجارت کے اوپر غیر ملکی کرنسی میں autotrading جیسے کے لئے
                            • #164 Collapse

                              dear mary khyal main manual trading best hay aik to yeh k is k leyeh aap ko kisi pr inhisar nai krna parta aur na hi aap is main loss ki waja kisi aur ko krar dy sakty hain dosra manual trading sy aap ki trading skill main izafa ho ga aur aap ki trading main behtari aye gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                my dear mene kabhi auto trading nahi ki bus suna hai apne friends se k iss me loss k chance zada hote hain manual trading se kiun k manual trading hum khud karte hain apne experience ko use kar k tu wo hi humare liye better hoti hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X