what is meta trader 4 ( mt4) ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is meta trader 4 ( mt4) ?
    Dear new members mt4 k baary me appko basic information dena chah raha hoon k ye keya he ?mt4 aik plateform he ,jis pr forex trading hoti he ya ki jati he q k aik soecific plateform k baghair koi km nai chal sakta ,aor jitni achi trading trading krni ho mt4 k baary me utni zeyada information aor is pe grip hona zaruri he.intrrnet is k mota'alliq bahot mawad mil jata he.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear app ny billkull theek kaha main app sy itaafaq kerta hon, koi b kaam plateform k bina ni ho skta mt4 aik software hy applicationhy jiss main app apna trading account login kerty ho fir app trading ker skty ho profit earning ker skty ho
    • #3 Collapse

      Dear aap ko pata hona chahiye ke forex market Mein metatrader 4 1 hash matlab K trading platform hai Jockey basic trading platform instaforex bonus account metatrader 4 ke upar login Kar Ke Acche tarike se trading kar sakte hain.
      Hame chahiye kya Hum Jab Bhi trading kare Apne analysis achha Rakhe Oru second and bmd analysis karne Hote Hain Humne metatrader 4 ke upar Mein kaafi Jyada previous data Mil Jata Hai market, isliye metatrader 4 for trading Karni chahiye metatrader 4 forex market mein kaafi Jyada accha analysis Karne Ka Dariya Hai technical analysis acche ho Jate Hain metatrader 4 per
      • #4 Collapse

        Dear brother what is meta trader 4 mt4
        • #5 Collapse

          thanks for sharing very useful information . meta trader 4 trading terminal hai jis ke madad say traders ka market say rabta qaim hota hai . aur trader iss mai prices ko monitor b kar sakty hain aur phir in ka proper analysis b kar sakty hain. iss kay sath sath traders trading position b meta trader 4 ke madad say he open karty hain.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            metatrader 4 trading platform hay agar hum forex trading karna chahty hay to esko use karty huway trade karni chahiye es trha esko samjhna bhi asan hay aur hum market main bohat acha profit bna sakty hay es business main humay knowledge ko enhance kar kay kam karna chahiye ye boaht zaroori cheez hoti hay

            اب آن لائن

            Working...
            X