basics of forex or any bisinesd!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    basics of forex or any bisinesd!
    Jb bhi koi new trader kisi business ko join krta he to sb se pehly us business k bary me information leta he k isko join krny k liy zaruri cheezen keya hen inputs keya hen, jesa k android mobile or laptop, net package, apps kon konsi use hoti hen etc etc.is tarah ki sari information ka pehly se pata hona zaruri he.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friend s app sub ko pata hoga k jb hum koi b kaam start kerty hain to hum us k liay planning kerty hain basic knowledge and rules ko fallow kerty hain isi trah forex trading main successful trader binany k liay zarori hy k app forex trading ka knowledge increase kery experience and practice gain kery.
    • #3 Collapse

      Near Forex trading bhejo basics aap ko pata hona chahiye ki basic jo hai woh sirf aur sirf aap ko Apne metatrader 4 ke upar Jis Par Aapne instaforex ka bonus account login Kiya hua hai aapko basic technical analysis karne Aane chahiye basic technical analysis Mein forex market Mein trendline trend channel support resistance areas in core basic technical analysis kehte hain aur aapko Japanese candlestick ki formations Ka Pata hona chahiye Is Tarah aap ko forex market Mein analysis karne mein jyada time nahi lagega
      • #4 Collapse

        Dear brother g ha agar koy new kamm shoro kar ta ha wo us ka bar ma informtion hasil kar ta ha or us ka bar ma cheeze ha yaa nahi or sab cheeze laita ha or kamm ko shooro kar ta ha
        • #5 Collapse

          Forex trading start karny say pehlay ya phir koi b aur business karny say pehaly sab kay liye yeh lazmi hota hai ke traders iss business kay baray mai pori trah say malomat hasil karin aur phir he iss mai epxience hasil karny ke koshish karin . yeh saray steps karnay ke baad jo log business ya Forex mai qadam rakhty hain woh bohot kamyb rehty hain.
          • #6 Collapse

            yes dear, men aap ki bat sey agree kerta hun kih kun kih ager hamen pehley sey kisi business ki maloomat nai hogi to to us men aap ko jab us business k barey men knowledge nai hoga to aap ko us bussiness men loss k ilawa or to kuch bhi nai ho sakta hy is liye forex k barey men is ko join kerney sey pehley is k baarey men knowledge hasil kerna bahut ziyda zarurat hy.......
            • #7 Collapse

              G brother, bilkul thk kah rahay hain ap ham koi bi kam karnay lagtay hain to sab say pehlay us ki basics ka pata lagatay hain aur us k advantage and disadvantage ko daikhtay hain...esi tarah forex ko bi join karnay say pehlay ap ko es ki basics clear kar leni chaheay.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                forex trading main knowledge bohat zaroori cheez hay agar hum ziada say ziada knowledge ko enhance karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay es business main dil lga kar time daina chahiye aur knowledge ko enhance karty rehna chahiye tab he hum forex trading main acha earn kar sakty hay

                اب آن لائن

                Working...
                X