Forex trading mein bari lots k nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein bari lots k nuqsan
    Dear readers jaisy k hum sabh janty hain k forex trading eik profit able bussiness hai tu hamien starting mein iss bat ka khiyal rakhna chahiey k choti lots ka use ziada karien q k iss mein risk bhi kam hai aur profit lenay k chances bhi ziada hain jitni hum bari lots lagaien gy us mein profit kam aur risk ziada hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jee sir mien ap sy agree kerta hion k forex k trading mien ager ap bari lots use kerty hien or acha profit hasil kerna chahty hien to ap ko es mien har giz greed ni kerni chahye q k greed he ap ki income ka asal dushman hai
    • #3 Collapse

      Sir forex trading business good profitable business kay sath sath very very risky bhee hay, agar hum high volume ki trade lagatay hain to yeh aur bhee risky ho jata hay, es liay risk ko control and kam karnay kay liay small volume ki trade lagana chhayie, es say trader emotional nahi hota, agar trader emotional ko control kar kay trading karta hay to wo loss nahi karta bilkeh profit hasal karta hay.
      • #4 Collapse

        Forex mein jitny bhi new traders hain unhein chahiey k woh sirf major currency pairs py 0.01 ki lot k sath trading krein keun k ye sb sy kam risky trading hoti hy aur is py loss bhi kam sy kam hota hy keun k in major currency pairs ka spread bhi kam sy kam hota hy aur in py lagany wali lot bhi jb kam ho gi to automatically loss aur profit dono kam hon gy
        • #5 Collapse

          G han bro ap ko bat thek hai is main hime soch samj kr kam krna chaiye kew k ue waqi risky business hai is main profit hasil krna koi asan bat nai hai to dost hume is main choti lot ka use krna chaiye taqey hume zada lose na ho
          • #6 Collapse

            bhai jaan jo bhe bnda is mn zaida sy zaida lots size rakhey ga is ko boht loss ho ga is mn jis bndy ka account chotta ho ga is ko boht zaida loss aye ga is lye humneny is kaam mn mehant k sath kaam karna chayeh or soch samjh k ...
            • #7 Collapse

              Dear friend forex trading ak profet deny wala busnes hy aur as main gab new trader start karen to on ko chahye k woh kam lot ki trade karen ges say agar on ko loss bhi ho to ziada na ho aur agar profet ho to kam profet ko adgest karen yahi bahter hy ap keleye
              • #8 Collapse

                Aslam o alikum Dear friends agar insta account mein apky pass bouns kam hey tu choty size ka lots lagy taky lose hony mein zayda nuksan ho.
                • #9 Collapse

                  Bohat se traders k asal mistake ye hoti hay kay wo start mei ess baat ka plan nai kartay kay over trades nai karni barri lots nai lagani agar start mei he newbies ess baat ki planning kar len aur espe amal karen gay tou wo nuksan nai karain gay over trading barri lots aap k money management plan aur aap kay risk reward plan ko destroy kar detay hay...
                  • #10 Collapse

                    Dear aap Sahi keh rahe hain forex market Mein Big Lot size ka kaafi jyada nuksaan hai hame chahiye Kya Mujhe Bhi Apne instaforex bonus account trading Kare Toh Hame Big Lot size ke sath training nahi karni chahiye Hame chahiye kya Hum Apni instaforex bonus account Punjabi trading Kare to Big Lot size ko meri Nazar rakhte hue hai mai Chad nahi karni chahiye Big Lot size small instaforex bonus account ko Vash karne mein time nahi lagata Agar Hamara lot Hamare against mukherje 2
                    • #11 Collapse

                      trading mein bari lots kay nuksanaat boht ziada han aap bari lots kay chakkar mein sab kuch kho bethty hain wo is tarha kay aap bari lots lagaty hain kay aap ko bara profit ho ga lekin is mein risk boht ziada hota hai aap ko leny kay deny par sakty hain jab aap bari lot lagaty hain to us ko jald hi munasib moka dakh kar close kar den to shaid aap bach jain warna kafi chance aesy hoty hain kay logon ko loss ho jata hai
                      • #12 Collapse

                        G han ap ne bilkul.theek kaha forex trading main agar ap cahte hay k ap save trading kare aur jis se ap ko loss bhi na ho tou ap ko cahiay k ap small lots lagae aur kam profit ka intkhab kare zada profit k chakar main na pare aur bari lot na lgae is se ap ka accountwash bhi ji sakta hay kiu k vari trade main risk main zada hota hay aur profut k chances kam hote hay
                        • #13 Collapse

                          Dear brother g ha forex trading mein bari lost ka nuqsan to ho ta ha agar hum ko ziada profit bhi ho ta ha gis ki waja ha ka hum trading ak hud tak karta hain is waja say hum ko loss ho ta ha
                          • #14 Collapse

                            dear freinds, forex trading main ham apni marzi say lot size ko select kartay hain...jo log kam lot size select kartay hain un k loss ka risk bi kam hota hay aur jo log big lot size use katray hain un k loss ka risk bahut zayada hota hay aur un ka account tak wash ho sakta hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              agar hum forex trading main big lot size ko use karty huway trade karen gay to hum market main achi earning nahi kar sakty kyun keh esmain loss ka risk bhi hota hay agar hum big lots say trade karen gay to humay loss bhi ziada he hota hay aur humay aisa nahi karna chahiye humay lot size apny experince kay hesab say use karni chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X