mehnat app ko success deti hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear brother jo koi bhi kam karen gay to us main mahnat kerni parti hai or us main dilll laga ker kam kerna chaye. forex sab se post laga ker mahnat kerni chaye.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      life ke kisi b field mai kamyabi ke liye mehnat ke bohot he ziada zaroort hoti hai . iss trah say Forex trading ke learning karnay ke liye aur phir iss mai achi performance kay liye b mehnat ke say trading ke study kary aur baad mai practical experience hasil karnay ke bohot he ziada importance hoti ha. Mehnat kamyabi ke liye lazmi hai.
      • #18 Collapse

        dear main ap ki bat sy bilkul agree karta hon k hamein forex mein bhut ziada mehnat karni chaheye Q k is mein hum jitni mehnat karty hain utna hamein us ka experience aur knowledge barhta ha aur jub hamein forex k bary mein experience ziada hota ha to hum is mein achy tareqy sy kam kar k aik acha profit gain kar sakty hain aur apni life better bana sakty hain .
        • #19 Collapse

          Dear sir forex trading business main successful trader bannay kay liay hard working say mahnat karna hoti hay, yeh koi aam business nahi hay keh without hard working kay earning hasal ho jay, es main money investment kay sath sath time bhee invest karna hota hay es kay sath sath good experience and good knowledge bhee zaroori hay.
          • #20 Collapse

            dear friends, ksi field main kamyabi k leay mehnat bahut lazmi hoti aur sirf mehnat ki waja say hi ham kamyab ho saktay hain...esi tarah forex main bi kamyabi k leay mehnat lazmi hoti hay aur forex main mehnat learning k leay karni parti hay jab ap ki learning ho jati hay to phr ap easily profit earn kar pao gay.
            • #21 Collapse

              Forex trading main sirf or sirf humain mehat se hi successful hote hain or mehnat hi humain Forex ki market main bohat profit deti hain humain sab se phele learning karni chaiye or learning bohat hi ache tariqe se iske liye humain difference sources ko use karna chaiye jiese ke expert traders, Google, youtube or bohat se online sites hai jaha se humain bohat acha material learning ka mil skta ha.
              • #22 Collapse

                G Bhai apki post bahot achi hai Han dunia ka Jo bhi Kam dakh Lyn to without mehnat koi Kam Sahi NI jota aur ham KisI Kan mein success hasil ni Kar sakty to forex mein bhi ham jitni mehnat Karan gy Ham ko usi tarha hi success mily ge ki keh forex hamari mehnat pa bahot depend karti hai jitni hamari mehnat ho ge utna profit ham ko mil Jay ga es Lia AP mehnat jari rakhan aur forex ko full leran Karan jub Tak AP live account Sahi Chala ni sakty tub Tak AP mehnat Karan..
                • #23 Collapse

                  Well ap ne bilkul theek kah is main koi shak nai agar ap forex trading main kamaib hona cahte hy tou is k.liay ap ko hard working ki zarorat hoti hay aur ache knowledge ki achi learning ki zarorat hay tab is main ap kamiab hi sakte hay jitna ap apna knowledg gain kare gay utne ap ache teader ban pay gay
                  • #24 Collapse

                    agar hum forex trading main mehnat karen gay to es waja say he hum sucess hasil kar sakty hay es business main humay khoob mehnat karni chahiye kyun keh mehant kar kay marke tmain achi earning kar sakty hay aur profit bna sakty hay es busines smain es filed main mehnat say he paisa kamayb jaa sakta hay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Dear friend,bilkul sahi kaha ap ne k mehnat kabhi raygan nai jati.forex trading ho ya koi or field mehnat kabhi bhi zaya nai hoti.or forex trading me to earning k sara daromadar hi mehnat per hota he.so plz keep doing well.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X