trading kesy krain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading kesy krain
    agar ham forex trading achi krni chahty hain to us k liye proper knowledge ka hona bohat ziada zroori hai q k knowledge k bna hum forex trading main successful hona impossible hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han forex trading k liye zarori hai k aap k pass proper knowledge ho Forex k baray main aur doosra aap aik stretch k mutabiq kaam Karen aur daily work karen is PR aur SB say ehm koshish Karen k aap long term trading seekhain Aur markeet say 200 ya 300 pips ki move profit lenain ki koshish Karen..
    • #3 Collapse

      The difference between success and failure in Forex trading is very likely to depend upon which currency pairs you choose to trade each week, and not on the exact trading methods you might use to determine trade entries and exits. Each week I am going to analyze fundamentals, sentiment and technical positions in order to determine which currency pairs are most likely to produce the easiest and most profitable trading opportunities over the next week. In some cases it will be trading the trend. In other cases it will be trading support and resistance levels during more ranging markets.
       
      • #4 Collapse

        agar ham forex trading achi krni chahty hain to us k liye proper knowledge ka hona bohat ziada zroori hai q k knowledge k bna hum forex trading main successful hona impossible hai
        ma bi isi bat par mutfiq karta ho ka tajrba ka hona baoth zorari otherwise ya momkan ni
        kon kon mari bat sa mutfiq ha
         
        • #5 Collapse

          Dear knowledge kay sath sath aapko practice aur market ka experience bhee chaey hai. Jo aap ko demo kay ooper kaam karny say aay gaa. Jitna zayda aap practice karen gay utna zayda acha aapka experience rahy ga. Aur utna he aaapka apni trading par bharosaa aay ga. Aur phir aapko strategy koi na koi must chahey jis ko aapny lazman azmaana hai aur us ko kamyaab bnaana hai.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ji5 پيغام ديکھيے
            agar ham forex trading achi krni chahty hain to us k liye proper knowledge ka hona bohat ziada zroori hai q k knowledge k bna hum forex trading main successful hona impossible hai
            Bhai Main Toh Yeh Kehta Hoon ke aap Kisi bhi field Mein Chale jaye aur Mohabbat agar aap Kamyab Hona Chahte Hain To aapko is filled car proper knowledge Hona bahut zaroori hai agar Apke Pas knowledge nahi hai to aap kabhi bhi survive nahi kar Sakenge
            • #7 Collapse

              Dost aap nain bht achi baat ki hai trading ko behtar bananain k liye kuch asool bananain parhtay hain phir inko follow Karna parhta hai tb hi aap kamyab ho payen gay aur apnain asolon pr compromise nan karen aur jitni ho sakay mehnat karain aur knowledge gain karain
              • #8 Collapse

                Dear friend trading karny keleye ap ko pahly knowlldge hasel karna hoga as k bad ap kk demo par bhi aski ful practes ho pher ga kar ap as main achi trade kar sakty ho
                • #9 Collapse

                  G friends bilkul thk kah rahay hain ap, forex trading main profit sirf knowledge ki base par hi profit earn keya ja sakta hay....jen logo ko forex ka knowledge hota hay woh easily profit earn kar letay hain but without knowledge trading karnay walo ko hamesha loss hota hay.
                  • #10 Collapse

                    friends knowldge yani k tujarba he wo hathyar hy jis ki bunyad py aap earn karty ho. forex ki dunya main capital ki ehmeat hy laiken itni nai jitni knowldge ki hy aap k pas knowldge hy capital kam b hy aap kama lo gy laiken ager ilm nai to aap loss sy bach nai saktay
                    • #11 Collapse

                      forex trading main achi trading k liye informtaion or knowledge hona boht zarori hai es liye hmain apni trading ko best banny k liye informtaion or knowledge ko gain karna boht zarpri hai jis k liye hmain leraning karni chahye qk learning se he hum es ko yakini bna skty hain
                      • #12 Collapse

                        forex trading aik bohat acha business hay es business main agar hum kamyab hona chahty hay to esmain mehnat karni chahiye kyun keh mehnat kar kay trade karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen hoti hay es business main dil lga kar time dai kar trade karni chahiye
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Planning krni Chaya or is ky sath sath mhnat krni Chaya phir him log acha profit Hasil KR skty ha is leya him logo ko mhnat krni chaya

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X