loss is necessory for the learning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss is necessory for the learning
    Dear friends, agar hamain trading say sirf profit ay to ham learning chor detay hain, but loss ki sorat main ham learning pa zayada focus kartay hain, are u agree?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han aap main bilkul sahi kaha hai insan apni hi ghaltion say hi seekhta hai aur humain apnain loss say disheart honain k bajaye aap ko chaye k aap is say seekhain aur next time aisi ghalti nan karnan ka sochain tb hi aap aik acha or kamyab trader ban payen gay...
    • #3 Collapse

      No dear ma ap sy agree nahe karta. Agree na karny karny ke wajha ye hai kay zaroori nhe k aapkoo loss ho aur tab he aap us loss sy seekhin. Aap demo account par agar kaam karin aur wahan par jo masly masaail hain wahan par un par kabu paa lain to wahan par achi learning ho sakti hai.
      • #4 Collapse

        dear friend forex trading main ap go bhi galty karty ho as say ap ka knowlldge bharta hy aur har galty par ap ko kuch neya sekhny par melta hy ak dafa agar ap koy galty karty ho to dobara os ko nahi kartty
        • #5 Collapse

          Dost aap nain bht achi bt ki hai nakami succesful banday k liye pehli seerhi hoti hai jis k baad woh kamyab hota hai aur insan ko chaye k woh apni ghalti say seekhay aur ainda woh ghalti nan karay...
          • #6 Collapse

            Bhai g bat ye hy k jb tk insan profit gain krta rhy tu wo tb b learn kr rha hota hy. Pr hota ye hy k kamyabi hasil krny k.bd bnda thora sa relax ho jata hy aur us ki struggle pehly jaisi ni hoti jaisy k kamyabi k wqt thi. Agr wo loss kry ga tu us wqt usy jo experience hasil ho ga shyd wo usy kamyabi k wqt na mly. Is lye 1 muhawra mjy yd aya hy k more you sweat in peace less u bleed in war.
            Kamyabi k wqt ya khuehi k wqt agr aur ziada struggle kro gy tu mushkil wqt me ap ko shyd ziada hard work ki zrurat na ho.
            • #7 Collapse

              apki bat bilkul sahi hai or main apki bat se garee karta hu or es khayl k sath main bhi ayhi kahunga k jub tak hum loss se sikhty nahi hain tab tak hum achi trading nahi kar skty hain es liye sub se zeyda bahtr hai k forex ki laerning ar focus karen or jub loss ho os loss e apni galti ko sudharen ta k dobara loss na ho so galti par
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                agar hum forex trading main learning karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main humay jald bazi bhi nahi karni chahiye kyun keh jald bazi kay chakar main market main earning nahi hoti ulta humay market main loss ka samna karna parta hay esmain sabar say kam karna chahiye

                اب آن لائن

                Working...
                X