Forex ko chornay ka kaun sochta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ko chornay ka kaun sochta hai
    bahut saray aisay log hain kay unn ko jaise hi bonus milta hai woh trade laga kay forun hi loss kar kay beth jatay hain ya account hi wash karwa letay hain aisa nahin hona chahyea balkay soch samajh kay aur sabar se kaam lae kay trade karni chahyea aur jab kuch nahin bachta tou kehtay hain kay forex sub jhoot hai aur apni mistakes per nahin sochtay apna analysis nahin kartay yeh nahin dekhtay kay bahut saray log issi forex se kama rahay hain sochain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han forex trading ka business bahut ziada profit deny wala business hy aur jo log loss kr k s business ka gila karty hain unko chahiy k wo sab sy pehly forex trading ka knowledge hasil karain aur technical aur fundamental annaylsis krna seekhain tab apko forex trading main loss ni ho ga
    • #3 Collapse

      Bhai mera aik simple sa sawal hai kay forex ko hum sab jantay hain kay aik risky business hai tou kia ager uss mein humain bar bar loss ho raha hota hai aur aksar bonus kay atay hi next two days mein humara account wash ho jata hai tou kya successful log jo iss waqt world mein hain woh first time sae hi suucess ker rahay hain tou iss baray mein aap log kya kahain gay
      • #4 Collapse

        gee haan bhai boht sy log trade main apna bonus wash karwa daity hian and ais tarah wo apna confidence bhi loss kar daity hain and ais tarah wo trade he choor daity hain her trader ko bonus aapna jama karna chahyee and domo py experience hasil karna chahyee phir apni real trade ko start karna chahyee
        • #5 Collapse

          Ya hi bat hai serf jab ap profit ka sochain gain tu loss ka samana karain gain bonuse jasa hi milta hai members bus chata hain ka foreign trade laga kr profit hasil karain laken is chakar maj loss kr bahtata hain or aksar ko tu mai na forex chorta dahka hai or un ka ya comments hota hain forex ka bara mai ka loss hi bua profit nahi joht hai sab bus ya kah kr forex chor data hain mai un ko ya kahta hon ka khud mahnat nahi krta na learn krna ki koshish krta hain lalach rakhta hain tu is mai forex ka kia kasoor khod atna expert banyain ka loss na hon apni kahlti nahi manta or forex ko bora kahta hain
          • #6 Collapse

            Wesy to forex ka kaam aisa hai k aap es ko jitna bhee chahin itna asaani sy nhee chor skaty kun kay ye aik bht he easy aur interesting buisness hai. Jab aapko es kaam ke lat par jaati hai to esko chora nahe ja skata hai. Lekin agar aapko es ma musalsal nakaami aur mayoosi ho rahi hai to aapko ye daikhny ke zarorat hai k kon c aise ghaltiyan hain jis ke wajha sy aap ko ye preshani uthaani par rahe hai. To aap agar esko daikhin aur homework karin to baat chorny tak aay ge he nahe.
            • #7 Collapse

              Salam bhai forex hamesha loser chor dety hn jin mn agay brhny k will ni hoti shuru mn tu ay lga kr kuch earn krty hn or bad mn jb loss hota ha to phr bhag jaty hn is k leye mustakil mizaji zruri ha or mustakil mizaj log he kamiab b hoty hn
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
                bahut saray aisay log hain kay unn ko jaise hi bonus milta hai woh trade laga kay forun hi loss kar kay beth jatay hain ya account hi wash karwa letay hain aisa nahin hona chahyea balkay soch samajh kay aur sabar se kaam lae kay trade karni chahyea aur jab kuch nahin bachta tou kehtay hain kay forex sub jhoot hai aur apni mistakes per nahin sochtay apna analysis nahin kartay yeh nahin dekhtay kay bahut saray log issi forex se kama rahay hain sochain
                forex trading wo log chorty hian jo trading ko llearn nahi krty or unko loss he hota hai is liye wo traders forex trading ko chor daity hain aisay tradres ko chaye k wo forex trading ko achi trha sy learn krain or phr tradig krain to unko profit hoga
                • #9 Collapse

                  dear friends, forex ek business hay aur es main loss bi ho sakta hay aur profit bi...aur loss hamesha hamain apni mistakes ki waja say ata hay ya lack of knowledge ki waja say ata hay...so forex main loss anay pa hamain forex ko chorna nai chaheay bal kah apna knowledge maximize karna karna chaheay.
                  • #10 Collapse

                    Agr ap market ma bht he zeyada loss krna shru kren aor apki na koi planning ho na koi strategy na goal ho to apko loss he ho ga aor agr ap trading ma drty hain to apko kabi profit nhi ho skya ho bhi gia to bht kam keun ky apko confidence nhi ho ga aor apko bht loss ka samna krna pary ga isi leay apko chye ky market ko smjhen aor kam kren achay sy acha
                    • #11 Collapse

                      Forex trading 1 buht acha online business hy. Jin logo ny is sy faida uthaya hy wo kbi ni isy chor sakty. Han me ye kahun ga k jo log jld bazi kr k apna bonus urra daity hn na kam ho jaty hn tu wo is ko chor b daity hn. Is lye zruri hy k achi trading k lye isy pehly learn kren phr earning b ho gi. Jald bazi ka Muzahira kr k loss krny sy behtar hy k sbr sy kam len aur thory sy profit py guzara kren.
                      • #12 Collapse

                        kuch log forex ma loss honay k waja say badil ho kr chor detay hain. kuch doston ka time ka masla hota ha. mere apnay friends time k waja say work ni kr paa rahay. kuch log demo ni lety. jis k waja say aun ko noqsan uthana parta ha or wo forex chor dety hain
                        • #13 Collapse

                          Dear brother g ha forex ko chornay ka koi bhi nahi sohta ha kiun ka hum is per kum har wakot kar sakta ha agar koi chora ga bhi us ko koy kamm shooro karr dai ho ga is lia wo ya kamm chaor kar doosra kamm per ja ga
                          • #14 Collapse

                            Bohat sey traders big mistakes kartay hain forex ko join kartay hain seekhtay hain nai aur real trading se account wash kartay hain loss kar detay hain aur uskay bad kehaty hai forex theek nai ye wo ess tarah kay negative coments kartay hain jab kay unhay chaiye apni mistakes ko dekhen kay loss unki apni ghaltiyon ki wajah se hota hay uss mei unko behtri laa ker success hona chaye...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear brother hum jab bhi forex per kam kertay hain to to sab se phele bounes acount banatay hain or us k bad treading kertay hain .. treading kernay se phele demo acount per parctice kerni chaye. or kuch tresder aisay hotay hain jin ko loss hota hai to forex ko chor detay hain..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X