Sirf profit ki daur mein na rahain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sirf profit ki daur mein na rahain
    Dear agar hum forex mein big profit kay peechay jayain gay tou humain bahut zayada loss ho sakta hai hamesha greed ko control mein rakhain aur kam profit ki dour mein shamil rahain ta kay aap ka profit chalta rahay aur aap ko loss na ho pahele forex mein master banain profit khud ba khud aap kay peechay dauray ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Serf profit ka bara mai sochna teahk nahi hai kiun ka agr ap serf profit ka bara mai sochain gin tu loss zyda ho ga kiun ka profit ka lia hum bina socha samja market mai entry lata hain or bus dil ya kahta hai ka bara s profit hasil ho bus asa mat sochain profit gain tohra karain lalach s bachin warna ap ko nuksan s koi nahi bacha sakta trading krni hai tu apna dil s lalach ko kahtam krna ho ga
    • #3 Collapse

      Dear trading se ham kam balance kay sath bara profit earn karna chahtay hain jo kay mere khayal mein namumkin si baat hai forex mein big profit bananay kay lye humain small profit ko collect karna hoga agar hum aik hi baar mein big profit bananay ki koshish karain gay tou hum apna loss karain gay
      • #4 Collapse

        gee han bhai aap ny bilkul theek kaha hai ky humaien ager achi trading karni hai to humain sirf ziyada profit ka lalalach main nain rehna chahyee and jitna profit milta hain lay laeena chahyee ager hum ziyada ky chakroon main raheen gy to phir humain loss bhi hoo sakta hain ais liye jitna milay la leena chahyee
        • #5 Collapse

          G han dear ap ny bilkul sahe kaha hai k hamen forex trading market mn sirf profit ki baray mn no rahna chahay balky hamen loss aor profit dono sy forex trading k baray mn acha knowledge aor experience hasil krna chahay.
          • #6 Collapse

            Apki bat sy agree kron ga humen yeh krnq chye ky apny account ko lazmn manage krnq chye ta ky humen account wash ka smna na krna pray hum yeh krty hain ky account ko loss ma to run krny dety hain lkn profit ma jesy he ata hai trade close kr dety hain jo ky aik bht bari bemari hai is leay apko aisa nhi krna chye ta ky apko acha profit bhi ho loss ky elawa
            • #7 Collapse

              Ye sab kehny ko aur doosron ko advice krny ko to aasan lagta hy lekin hamary bahot sy traders iss pr amal nhi krty keun k jb kisi trader ko thora sa profit hota hy to wo laalach mein aa k over-trading krny lagta hy aur kahien na kahien loss kr beth'ta hy aur baaz dafa loss itna zyiada hota hy jisy close krna bhi mushkil hota hy aur kabhi kabhaar to account bhi wash ho jata hy
              • #8 Collapse

                prfit ki door main to sabi lagay hoy hain q k loss to koi b nai chahy ga laiken barry profit ki dor main uss wakt tak nai parna chaheay jab tak aap k paas ake reasonable ballance na ho jab aap barry profit k liay jaaen gy to loss b barra he mily ga aor usy ake barri amount ka ballance he bardasht kar sakta hy
                • #9 Collapse

                  Dear asal main ma ye kahun ga k profit kam ya zaida ke dor ke baat nahe. Market ke awareness bahut zaroori hai. Kay market main sy kitna profit bnaya ja sakta hai aur kis point par loss ko stopp karna bethar rahy ga. Jab saari cheezin hmain samjh aana suru ho jaain ge to phir hamhin andaza hona shuro ho jaay ga k kitna profit hmary liey best rahy ga.
                  • #10 Collapse

                    g han dear forex member...agr ap forex main trading krna chahtey hain to apko us trade k badly jita profit miley ly lena chahye ziada profit ka greed dil main ni rakhna chahye agr greed ap greed kro gy too ap ko us k badly loss e ho ga jbb koi new member trade krta hy to usko ziada idea ni hota k kiss tarha sy kaam krna hy orr agr vo starting syy e greed kry gaa too us ko us greed k badly loss e hoga islie zaruri hy k forex k rules k mutabik e trade kry or ap ko jitna profit dia jaye uskoo accept kr lena chahye or trade main greed krney syy avoid krna chahye..thanks
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      agar hum forex trading main lalach karen gay to es chakar main market main earning nahi kar sakty huamy chahiye keh esmain sabar say kam karen aur market kay trend ko follow karty huway trade karen tab he humari trade achi aur behtreen ho sakti hay esmain money manage kar kay bhi kam karnay main he faida hota hay

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X