forex trading me signals se zada apni analyse par focus karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading me signals se zada apni analyse par focus karen
    salam friends,

    mene ye dekha hai k new traders jo atay hain wo bus atay he shortcut dhudnte hain wo ye chahate hain k unko bus koi asaan or profitable way miljaye jis par wo amal kr k achi earning hasil kr saken beena kise khud ki personal mehnat k or unko ye rasta signals lene ka lagta hai layken wo ye ni sochte hain k signals ko de raha hai apka account uska account ni hai to usko ap k loss ka koi dard ya dukh bhi ni hoga esi lia me yahe suggest karunga k ap log signals lene se zada apni analyse par trust karen dosto
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well g hamare apne analysis hamare liye bahot hi ahm hote hain q k ham jo analysis khud se krte hain in se hamen kafi benifits milte hain agar ham trading men wrong ho jate hain to ham phir se apne analysis pe practice krte hain aur jo log sirf signals pe trading krte hain wo kabhi professional trader ni bn sakte hain q k jab ham other people pe depends rahen ge to ham kabhi bhi kamyab ni ho paen ge
    • #3 Collapse

      gee haan dear aap ny theek kaha hai humain apni trade ko improve karna chhahyee aor humain signals py depend nahien karna chahyee ager hum signals use bhi karty hain ais achi trade ky liye jin jin baatoon ka khyaal rakhna chahyee un sab ko deekhty hoeey humain trade lagani chahye
      • #4 Collapse

        dear brother forex trading main singnal say ziada apni mahnat aur knowlldge say trading karen qu k singnal fake bhi ho sakty hain aur singnal par trade karny say ap ka knowlldge nahi bhary ga
        • #5 Collapse

          Agar ham log mehnat nahe kar sakty aur analysis karnaa nahi seekhh sakty hain to mera nahe kahayal kay hamain kabi bhee es kaam ma kamyaabi mil sakti hai. Esi liey hamko kamyaabi ko hasil karny k liey sab sy zayda zaroori hai k mehnat ke jaay aur kaam karna seekha jaay. Saara kaam seekh kar aapko lazman munaafa bhe hoga aur apkaa yakeen bhe apnyapp par barhyy ga.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Ali 4043 پيغام ديکھيے
            salam friends,

            mene ye dekha hai k new traders jo atay hain wo bus atay he shortcut dhudnte hain wo ye chahate hain k unko bus koi asaan or profitable way miljaye jis par wo amal kr k achi earning hasil kr saken beena kise khud ki personal mehnat k or unko ye rasta signals lene ka lagta hai layken wo ye ni sochte hain k signals ko de raha hai apka account uska account ni hai to usko ap k loss ka koi dard ya dukh bhi ni hoga esi lia me yahe suggest karunga k ap log signals lene se zada apni analyse par trust karen dosto
            Wa alaikum assalam bhai mai aap ki baat se bilkul agri karta hoon kitne antilog shortcuts Marte Hain Yeh observe kiya kya hai ke woh maximum new members hote hain jinko Forex trading ke baare mein kuch knowledge nahi hota Kyunki Jis Ke Paas bhi knowledge povuka BB shortcut nahi Marda proper channel ke saath apni trading karta hai aur analysis Ek Aisi Cheez Hai Ke market Ko Jab aap analysis kar lete hain toh agar aapne market ko Sahi analysis Kiya hua hai aapko kabhi bhi nuksaan nahi hoga confirm profit hi hoga
            • #7 Collapse

              humay kisi kay signals par trade karnay ki bijye humay khud trading analysis karnay chahiye kyun keh khud market main analysis kar kay trade karnay main he faida hota hay tab he market main achi earning kar sakty hay es business main humay khob time daina chahiye tab he safe reh sakty hay
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                dear forex may signals or indicators ki ahmiyat say inkaar nahi kiya jaa sakta hay lekin inn pper completely rely ker kay trading nahin ki jaa sakti hay aap ko khud hi seeekhna hoga kay analysis kesay kiya jaaye iss tarah aap doosro kay mohtaaj nahin hon gay

                اب آن لائن

                Working...
                X