learn from mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    G dear is business ma mistake hoti hein ur hume apni mistake se faida uda na chaiye ye hamre lite acha business ha hum is m bohat kuch hasil kr sakte hein
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: usamaraja786 پيغام ديکھيے
      G dear is business ma mistake hoti hein ur hume apni mistake se faida uda na chaiye ye hamre lite acha business ha hum is m bohat kuch hasil kr sakte hein
      ge han bhai hmein apne trading mein mistakes nhe krne hote he au hm apne forex trading se boht acha profit asane se le skte hien jb hm apne trading mein ache learning krte hien aur jb hm apne forex tradnig mein experience se kam krte hien aur hmein apne trading market ke sahih trend ko follow krne se boht acha profit hasil hota he
      • #483 Collapse

        yes may dear friend muj say b bhut galti hui hi ma pahly b bhut sa nuksan kar bahta hu mujay bad ma apni galti sa samj ayi kay ma yanh b har dafa galt hu jis say ma har dafa nuksan kar bahtata hu as lay ham ko apni galti pa soch kar as ko dobara na karny par achi mahnat kanri chayea
         
        • #484 Collapse

          G forex trading business mein jo bhi new trader jab trading karty han tu un se trading mein buht si mistake ho jati hy aur js se bhht ziada loss bhi ho jata hy aur forex trading business mein acha trader wo ban sakta hy jo apni mistake se learn karta hy aur waqt k sath wo mistake ko nhi karta hy aur profit earn kar sakta hy
          • #485 Collapse

            main forex main new trading krny laga hon tkreban 1 month sy laiking mainy apnin mistakes sy seekha hai k jb b trade kro to soch smjh kr kro or market pai pori trha dyhan do k market oper ja rahi hai ya nechy us k baad trade kro
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #486 Collapse

              hamain mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay emotion ko kabo main rakh k hi hum sucess hon gay aur learn utna hi karna ho ga ta k jinta earn karein aur profit hasil ho skay
              • #487 Collapse

                Dear forex mai ap ki kamiyabi tabi hotii hy jab ap apnii ghltion se sabak seekhte ho lehaza ap ko chaiye k acha kam karo ta k ap ko faida ho na k ap loss kar k baith jao forex aik behtreen busienss hy par ap ko mehnat karnii ho gii hy tab he ap acha earn kar skte ho aur apnii life ko set kar skteho ...
                • #488 Collapse

                  Bhai mai ny boht mistakes ki hain aur last 2 month sy sirf loss hi kiya kyo k mujhy itna tajurba nahi tha magar es month boht achee trading kar raha hon aur earning bhe kar raha hon aur eski main waja yahee hy k mai ny apni galtio sy seekha hy aur himmat nahi hari tab ja k kuch faida ho raha hy
                  • #489 Collapse

                    Dear yes start ma learning stage may jo mistakes hue hoti han un sa traders bohat kuch seekhta ha or un mistakes ki buniyad pa wooh experience hasil krta ha or acha trader bnta ha or phir acha profit uthata ha
                     
                    • #490 Collapse

                      Re: learn from mistakes

                      good sawal hey ap ka me bhe 7 years se trading kr raha hun bohat bar nahi 100 plus bar mistake ke han and loss keya hye sub se zayda loss apne trad ka size big kr ke loss keya hye and ek or bat ke markt me zayda time nahi deya and trading start ke de as waja se loss keya hye and os loss ko cover krne me lag kr or big size ke trad laga kr loss he keya hye as leye as se bachna chahye
                      • #491 Collapse

                        Re: learn from mistakes

                        manay jab start ka to ma is ma boht zada mstak karte tahi lakine per manay is sa sabk be hasil ka ha kay is ma ka mstak karnay sa majaya loss howa ha our is ko majay nhe karna cahay tah is trah kay boht sary masaly mary sath howy ha is ma many kabe stop loss galt lag dana our kabe withdraw anay sa pahlay is ma trad ko opan kar dana is trah ki mstak ho jate ha aap sa be start ma
                        • #492 Collapse

                          Re: learn from mistakes

                          mistakes ko avoid kar k hi hum achi trade kar k hi hum run kraein gay tab hi hum run karein gay aur hamain is forex main planing kar k hi hum real main bi trade karein ga aur hamain learn karna hog a tab hi hum real main bi trade kar k hi humac hi trade kar k hi hum achi trade karein gay tab hi hum run karein gay
                          • #493 Collapse

                            Re: learn from mistakes

                            hmin learning kar k hi hum cahy say trade kar k hi hum run karin gy aur hmain is forex main mistakes ko avoid kar k hi hum achi trae karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main up aur down ko dekh k hi hum real main bi trade kar k hi hum sucss ho sakty hain it is best job for all
                            • #494 Collapse

                              Re: learn from mistakes

                              Assalamu Alaikum their Forex member aapne bilkul theek kaha hai ki Hame Apne mistake se learn Karna Hai Sahi Kiya Humne kaun si galti ki hai aur kis wajah se Hamein loss hua hai isliye Hamein Aisi Chhoti Chhoti chijo ko ignore nahi karna chahie bulke UN par focus karna chahie aur unko improve karna chahie Taki Hum Jyada Se Jyada profit Hustle Karen aur loss se save hoon
                              Visit My Profile
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                Re: learn from mistakes

                                learn for mistake se Murad hai ki hum apni jo bhi galati karte hain use yad rakhe aur learn karke use dur karne ki koshish kare ya control Karen daily mistake hamari Kamal hoti Hai kyunki hum greed karte hain jaldbazi karte hain overtrading karte hain emotional ho jate Hain jisse big volume keytrade open ho jati hai ya jaldbazi ki vajah se trade open karna aur loss ho jana in SAB par control karke daily apni improvement aur apna profit achha kar sakte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X