learn from mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    Dear friend ap ne theek kaha forex trading mein new traders ko apni mistakes kafi help kerti hein ager wo in ko apni teacher man ker dobara na kern.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      g han bhai hamari forex me jab bhi koi ghalti hoti thi to hum us se sabq sekhtey the ao rphir se hum wo mistake nahi karty the aor agr ap phir se wo mistake karain gaye to ap ka loss ziada ho ga
      • #453 Collapse

        koi forex tarder agar musalsal mistake kerta ha tu ye lazmi ha ke wo muslsla loss he kerta chala jay aga nd is ka rsult ye ho ga ke wo apna whole money ka loss ker dy ga isi ly koshishs ye hina lazmi ha ke apni mistake per fully control kia jay take in next trading acha result hasil ho saky.
        • #454 Collapse

          g ha jnb sahe farmaya kah is sy loos bhe ho sakta hay aur profit bhe ho sakta hy agr ap forex karna chahty hy to ap p[ahly forex ko samj ly us ky bad kam kry g,,,,,,/?
          • #455 Collapse

            sab se bari mistake ye ki k forex ko samjhe bager game ki tarah kia aor loss face kia ab forex ko learn kar rahi hoo aor kuch profit bhi lia hai
            • #456 Collapse

              g han hamay forex mai mistakes sai seekhna chaahiye agr hum is mai mistakes krtay hain to hamay chaahiye kay hum dekhay kay hum ne kb mistake ki hai aur kesay ki hai aur kesay is sai bachna hai.
              • #457 Collapse

                Assalam u alikum friend me ne starting me bohat hi mistakes ki thi or jis k baad mene trading stop ker di thi or demo practice k baad phir se trading start ki thi, sab se ziada mistakes jo hum kerty hain wo hai greed or apne capital ko manage ker k nahi chalty hain.
                • #458 Collapse

                  Start main to mistakes hoti hain aur is ki sub sey main reason lack of knowledge aur practice hain. Isi leye to demo account ko recommend kia jata hy keh real account main trading sey pehla agar demo account main practice kr li jaye to aap ki trading mistakes sey pak ho sakti hy aur aap ko ziada loss nahi uthana parta.
                  • #459 Collapse

                    Bhai g forex trading mai jo seekhta hy wohi kamyab hota hy is liya apko chahye jub ap is mai ghaltiyan kerty ho tu apko un ghaltiyon sai seekhna chahye ta ke ap next time unko na ker saky
                    • #460 Collapse

                      forex trading mien apni mistakes se learn karna hi art hai aur apko chahiye ke ap is mien apni mistakes se zaroor seekhen aur is mien business mien ap kabhi bhi panic nahi hon.
                       
                      • #461 Collapse

                        G han app ne sae kaha ha hmen is business me hmeshah achi learning se hi kam krna chahe kyun k agr hm is business me hm achi learning se hi kam karty hain tu hm is business me success ho sakty hain or is business se acha earn kr skaty hain asay
                        • #462 Collapse

                          forex trading mien apko chahiye ke ap is mien apni mistakes se lesson learn karen ye bohat behtreen bsuiness hai aur is mien bohat ziyada earning potential hai.
                             
                          • #463 Collapse

                            forex trading mien apko chahiye ke ap is mien apni mistakes se lesson learn karen aur is mien ap kabhi bhi panic nahi hon is mien ap practice karte rahen to ap zaroor kamiyab honge is mein.
                               
                            • #464 Collapse

                              My dear bro mistake say he banda seekhta h or forex pay 1 dafa mistake karo or seekh lo agar ap nay wohi mistake dobara ki tw buhat muskill ho gah acha profit gain karna mistake say he experience or knowledge ata h trading ka.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                g han forex trading mien apko chahiye ke ap apni mistakes se lesson seekhena ur is mien apni mistakes ko ap kabhi bhi repeat nahi karen is hi tarah phir ap kamiyab hosakte hian.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X