learn from mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    Gee bahee me ny tau bohout he mistakes ke thee forex me again and again me kafi loss kya aor phir me pak forex forum ko join kya aor me ny kafi kuch idher seekha specially ke how to control mind, aor kesy greedy trading sy save raha ja skta hy, jis ke waja sy me ny trading me kafi improvement kr le hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      trading mn loss hmen sirf apni m,istakes ki waja sy hota hy r greed ki waja sy b hemn apni galtion ko dekh kr un sy seekhna chaye r un ko dorr kr aik behter r ziada sucessful trader bnna chaye jo apni galtion sy learn ni krta wo acxha trader ni bn skta
      • #243 Collapse

        salaam, maray bhai aap say jo forex per jaisi bi mistakes ho jaye us say pareshaan nae hona balkay us galti ki waja talaash karain aur un galtion say seekhain
        • #244 Collapse

          ji bilkul hamay apni mistakes ko find kar ka aus sa leanring lani chye aur is ko dobara repaeat nehi karni chye ager ap achy trade abnaa chty hai aur ya ap ko achi eanering da sakti aur ap ki skills ko barha sakti
          • #245 Collapse

            may to apni ghaltion say bohot kuch seekhti hu and ab no compromise asal may mery ander bara volume wali jo tension ahi yeh nai khatam hoti jis din yeh khatam ho gai to bus phir trader ban gai
            • #246 Collapse

              g hanmra bhai apna shi bola han forex ma hum ma mistakes sa sekna chya han q ka is sa apko bht faida ho sakta han r apko bht achi earning b ho sakti han
               
              • #247 Collapse

                bhut mistakes karta hain lakin forex mein jo apni mistakes se learning karta hain aur un ko theak karna ki try karta hai tu wo he iss business mein aik na aik din acha trader banta hai forex aik bhut acha business hai iss mein hum ko apni mistakes se learning karni chaya kyun k mistakes se hum ko success k way deti hai.demo account pay practice karni prayegi or leraning karni prayegi news paper or market ko analyis karkay hi ap achw profit eran karsaqtay ho or achay trdae bansaqtay ho
                • #248 Collapse

                  brother mein itna ziada senior tau nahi hoon lekin meine kaafi trading ki hae aur hamesha jab b mistake karta hoon mujhay us mistake se laazmi kuch na kuch seekhne ko milta hae aur mere knowledge mein izaafa hota hae.
                  • #249 Collapse

                    forex ke business me q ke profit and loss dono hoty hen is liye hame chahye hame agar is me loss hota hy to wo hamri kisi na kisi mistake ki waja se hoga is liye hame chahye ke hume loss ke dar se trading nahi chorni chahye ta ke hum is se apni mistake se learn ker saky
                    • #250 Collapse

                      if you want to become good trader you have to leave some habits and you have to adopt some good management skills and you have to be careful keen about your trading. that will make you a good trader.
                         
                      • #251 Collapse

                        maine ne forex trading main jo galti ki wo ye hai ke maine ak to stop loss or take profit use nhi kia or dusri galti ye ke maine ak time main 6 6 trade lagai jis ki waja se mujhe kafi loss howa ab main bilkul dehan se trade karta hon or ak time main ak trade or wo bhi stop loss or take profit laga kar karta hon.............
                        м.αqєєℓ ѕнαнzα∂
                        • #252 Collapse

                          hum jab forex business main mistakes kartey hain to hamen apni hi mistakes se forex business ko mazeed achi trha se learn karne ka moqa milta hey aur hum apni mistakes se hi forex main mazeed achi trha se successful ho saktey hain.
                           
                          • #253 Collapse

                            insan wo haa jo apni mistakes sa sekhta haa aap ko chhaye kaa apa log apni mistakes ko cover krna sekhain is main bar bar na duhrain is main aap ko fada haa agr aap n ammistakes bar bar dekhrani hain tu ohr kia fada hua aap ka is mainkamkrna kaa
                            • #254 Collapse

                              bhi ap ko agar forex par loss ho jata ha to ap ko chaey k ap forex par loss sy na darn balke apny loss sy he learn karn q k jb ap ko loss hota ha to ap ko pta chalta ha k ap ki ky mistake ha or ap forex par trade k liye kase apny ap ko improve rk sakte ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                Forex k buisness mein ham agar apni mistakes sy learn karne ki koshish karen gay to humen bohat he acha faida hasel ho sake ga aur hmen ek acha trend mil sake ga is buisness k zariye sy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X