learn from mistakes
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    jee han forex main starting mai buhat mistakes hoti hai behtar yahi ha k demo par parctice karain aur wahin sa sikhain galtion sa sikhna achi bat hai laken khayal rahay k real account par aap apni galtion sa jitna jaldi sikh jain utna hi behtar hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      hama apni mistake ko dobara nahi dohrana chahia hama achi learn kar ka market ka asool ko samajh kar chalna chahia or jo galti ho jay us sa sabaq hasil kar ka dobara apnay ap ko improve kar ka ana chahia
      • #63 Collapse

        ji haan!!agar ap ko forex trading me kamyaabi haasil krni hai to ap ko chahye k ap trading me apni mistakes se learn kren or un mistakes ko apni trading me avoid kren!!!
         
        • #64 Collapse

          forex par kaam karny say pahly apko is k rules seekhny chahyeen or forex par kaam karny k lye kisi teacher say training lyni chahye taaky apko problem na ho. or agar ap training k bina forex par kaaam start karo gay to apko mistakes say seekhna pary ga. or forex ko mistakes ki waja say naheen chorna balky mistakes say seekhna hay or kaam jari rakhna hay.
          • #65 Collapse

            Assalam o alikum ji bhai jaan baat ye hay forex trading main aap jo bhi mistake karen us say seekhen takay aap wo mistake aynda nahe karen kun kay mistake say seekhna bohat important hota hay
            • #66 Collapse

              Mera personal opinion yeh hai k har banda apni previous se mistakes se lessons zaroor haasilkarta hai and meine bhi jab forex trading ki thi start mein kaafi misyakes kari thi jis se mjhe kaafi loss ka samna hua tha but mistakes ko analyze krne k baad mjhe helpful lessons mile jis se sabaq haasil kar k meine kaafi kuch sekhne hai and mein apni purani mistakes repeat nahi karta hoon.
              • #67 Collapse

                dear new and old trader may difference yeh hota hy kay jo old trader hoty hain un ko forex kay bary may knowledge and experience ziada hota hy and unho nay forex ko bi kafi learn kiya hota hy and jo new trader hoty hain unho nay abi forex ko start kiya hota hy jis ki wja say un kay pass learning bi km hoti hy knowledge and
                 
                • #68 Collapse

                  Dear forex ko jab new join kara tha main nay tu bohat mistake karta tha lekin waqt k sath sath main apni mistake ko learn karta gaya or cheez ko seekta raha or aj main apni mistake se lesson le kar bohat achi earning kar raha hun or is business se bohat khush hun.
                  • #69 Collapse

                    oving average

                    aj main ap ko moving average strategy k bary main btao ga ap ko kran ye hay k 2 moving average ki line chat pr lgani hay pehli line 20 moving average ki lgani hay or dosri line 12 moving average ki lgani hay es ko ap nay H1 pr apply karna hay es say ap ko zada acha result mily ga jb moving average 12 wali line 2o wali line ko oper say nescy cross kry to ap ko wha sell ka order lgana hay or jab 12 wali line 20 wali ko nechy say oper cross kry to ap ko buy ka order lgana hay hr sorat main profit ho ga azma kr zaror dekho main nay khud es sstrategy pr earning ki hay es say achi strategy nhi ho ge koi mery khayal say
                     
                    • #70 Collapse

                      Mera ya opinion hai ke mistakes se ghabrana nai chahiye bulke aap ko apni mistakes se seekhna chahiye aur analyse kerna chahiye ke ap se ye mistakes kyun ho rahi hain
                      • #71 Collapse

                        bhai shuru shuru me to har kisi se galtiya hoti hai asa koi bhi nahi hai jis se kabhi koi galti na ho muj se bhi bohot galtiya hoi han wo me ap ko ya to nahi bata sakta ginti kar ke ke meny kitni galtiyan ki hai han magar har galti se faida zarur autahy hai bad me magar ab bhi kabhi kabhi bohot galtiya hoti hai akhr han to insan hi na ham sab ...........
                        • #72 Collapse

                          orex mein jo bhi ata hai tu wo start mein bhut mistakes karta hain lakin forex mein jo apni mistakes se learning karta hain aur un ko theak karna ki try karta hai tu wo he iss business mein aik na aik din acha trader banta hai forex aik bhut acha business hai iss mein hum ko apni mistakes se learning karni chaya kyun k mistakes se hum k
                          • #73 Collapse

                            jitni zadaya mistakes hooon gi utni zayada agay ja kay earning be hogi uen kay wo apni mistakes sa seekh kkay agay bethar kaam kar sakta hai
                            • #74 Collapse

                              yes i mean aik learning deti hy jab loss ho os trade ka analysis kren k kia galti hoti hy or asal ma kia krna chay tha jis say ap ko fiada hota es trah har mistake ap ko eak learning de;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                har banda apni galtion se seekhta hai mene be bohot kuch seekha apni galtion se aur me ye samajhta hun ke jo trader apnni galtion se nahi seekh sakta wo kamyaab nahi ho saktas

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X