learn from mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    dear forex aik aise business hai jis mai ap se kafi mistakes hoti hai jis ki waja se ap ka account wash hota hai ya ap ko forex mai loss hota hai lakin aghar ap ne aj tak apne mistakes se kuch nahi sikha to is ka matlab ap kabi ache trader nahi ban sakte ..........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      trading may mistakes hoty rehty hain aur aik successful trader wohi hota hay jo apni mistakes say sekhay aur agay berhay ziada knowledge aur practice k sath tak achy trade kerk achy earning kersakay.
      • #363 Collapse

        human always do error. so every person learn from errors
        • #364 Collapse

          Brother Har aqalmand aadmi apni ghalti sey seekhta hay. Esi liay kehtay hayn k Aqalmand aik ghalti ko dobara nahin karta.Aur Forex Trading jaisi field mayn bar bar mistake ki gunjaish nahin hay. Kamyabi k liay mistake k baad aur muhtat ho kar Trading karayn es sai zaroor Profit gain ho ga.
          • #365 Collapse

            dear brother g bilkual huma apne mistake sa learn karna chay q ka ak mistake ap ko bhot zayda loss dy sakta hai or ap ka account wash ho sakta hai
            • #366 Collapse

              Forex trading mein mistakes to traders se specially new traders se mistakes hoti hain or mujhse b starting mein ziada mistakes ho rahi thi or meri ziada mistake yeh hoti thi k mein jald bazi kerta tha or greedy b ziada tha jis ki waja se mujhe losses hote the but ab kafi achi trading ho rahi hai.
              • #367 Collapse

                main koi senior trader tu nahi hon lekin abhi tak jitna bhi kaam kya hay us main kafi loss kia hay aur bht see batain seekhi hain jese take profit aur stop loss ka use lazmi karna chahye
                • #368 Collapse

                  g ahn bilkul mein ap ki is bat sy 100 percent agree karta hn k hamesha mistakes sy hi learn kiya jata hy kyun k jb ap jeetain gy toa p ki mistakes ko koi nhi dekhta
                  • #369 Collapse

                    aslam o alaikum dear insan jab tak galti nahe karta wo kuch b nahe seekh sakta ye duniya ka rule hai bs iss kam mein nhe balkay har kam mein asa hota hai so sda nhe hona chye blkay is say hmara e faida hojata hai bad mein
                    • #370 Collapse

                      jo new comer is business ko join krty hen un sy aksar mistakes ho jati hen lekn mistakes sy ghbrana nhi chaye kyon k ye ham ko smjane k leay hoti hen agr ham sy koe mistake ho jaey to hm ko us sy lesson lena chaye ta k ham kise bray loss sy bach sken agr ham esa kren gy to ham loss sy bach skty hen
                      • #371 Collapse

                        My friend you should know that the guy who learns from his mistakes is the guy who will always be called the wisest man in the world
                        so always learn form your mistakes
                        • #372 Collapse

                          hmmm...ager hm thek se kearn ni kren ge to hme forex k koi smjh ni ae gi or hmare smjh se bher ho ga k forex hota kya h is per kase kam kren gen..
                          • #373 Collapse

                            salam, bro main ney start main high rates per buying ki mistakes ki hain or is k ilawa market ka analysis kiay bina he trade laga deyta tha, jis ki waja se loss hua, but ab ALLAH ka shukar hai k main ney upni mistakes ko cover kr lia hai
                            • #374 Collapse

                              G han app ne sahi kaha ha hmen is business me apni mistakes se learning hasil karni chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hmen success achi trah se tb hi hasil hoyi ha jb hm is business me apni mistakes se lesson hasil karty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                mistakes sy aap learn kartay ho aur forex mein ziyda important demo par practice karna hia aur pir aap real account par trades kar saktay hain aur money earn kar saktay hain aur yeh acha hai aap ky liye aur forex mein greedy na kiya kary pir aap is mein planning kar ky trades kiya kary yeh best hia hum sab ky liye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X