Kia trading news k hisab sy karni chahiey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia trading news k hisab sy karni chahiey?
    Dear readers meray hisab sy trading news k hisab sy karni chahiey us mein risk kam ho ga aur hum trading sy ziada sy ziada profit kama sakty hain ap log kia kehty hain? News par trading karni chahiey ya phir paid signal par trading karien jis mein risk kam aur profit ziada ho?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jnb aap main bilkul sahi kaha hai aap kaafi profit kama saktay hain but dost jub market opposite cahaly GI nan aap ka loss bhi itna hi ho ga aur acha khasa loss ho gaya lehaza behtar yeah hai k aap news k doran trading nan karo
    • #3 Collapse

      Mere khyal main tou humae news se zada khud market ko watch kar k aur samjh kar trade karni cahiay baznew aesi hoti hay jin par trade karna humare liay boht riski ho jata hay aur hum is main boht loss bhi kar sakte hay aur jaha tak bat hay paid singnals ki tou wo boht riski tradeing hoti hay is main samjhti hun k ye signals bhi utni achi trade nai bta sajte jo hum khud trade karte hay
      • #4 Collapse

        G han ap ne jo news ki bat ki bat ye ha news k hisab se trade achi ha .but jo khud apni knowledge se ki jye wo ziada bhtr ha .news se ap ak signal le skth ho j market ka kia trend ho ga ye markets mood main hha ap rade khud kro us se ziada achi trade ho gi ap ka knowledge ap ki skills polish hoti rahti hain agar ap kisi or pe depend kro gy us se ap ki jo bhi b skills hain wo bound ho jaye gi .bhtr ha k ap apny mind ko use krain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          jee belkul hamain es mien aa ker trading news ko daskh ker kerni ho gi q k ager hum es mien aa ker news ko follow ni kery gy to hamainn es mien loss bee ho sakta hai

          اب آن لائن

          Working...
          X