Forex mein curency par trading not better

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein curency par trading not better
    Dear friends meray khiyal mein agr hum curency par trading ki bajay gold ya dosri chezoun par jaisay iron steal waighaira par trading karien tu ziada profit ho ga aur nuqsan kam aur us my risk bhi kam hai forex mein curencies ka kuch pta nahi chalta k wo kb up jaien ya kb upward jaien
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear ap ais market mai new hai aor lagta hai k ap ne abi tak trading ki ni hai ya ap ko abi tak currency pairs k bary mai atna zayda pata ni hai kun k ais mai ye hai k jab ap ais market mai kisi bhi pairs par kaam karty hai to ap ko aus ki samjh aa jati hai k ye pair kitna move karta hai aor ais k major resistance aor support level kon se hai aun par kaisy trade karni hai.
    • #3 Collapse

      Bhai jee mjhy lagta hay hamein ksi par bhi trading krne ho aani chahye aik achay trader ki pehchan hay kay uce har trah ka chart ko dekhnaa anaa chahaye ager jahan tak bat hay currency par trading ki to ap ko wazeh kartaa chalo kay forex mein sab sy ziada trading curency pat e hoti hy
      • #4 Collapse

        Han g dear member ak achy trader ki yehi khoobi ha k sb pairs pe trade kr sky .zroori nahi k ak pair pe hi trading ki jye.sb pair k chart ko read kr sky .cureuncy pairs pe sb se ziada trading hoti ha in all world.curruncy ki movement bht hi achi hoti ha is main se bht profit liya ja skta ha trader ki apni mehnat pe depend krta ha
        • #5 Collapse

          dear main aap ki rayee sy iteefak nahien karta kion ky her newbies ky pass aitna bonus nahien hota ky wo gold main trade kar saky ais ky ilawa gold main trading karny ky liye aap ky pass experience ka ziyada hona boht zaroori hai koiun ager aap new hain to pairs main trade karna acha hai ais sy aap ahista ahista apna account bhi grow kar sakty hain aor trade bhi seekh sakty hain
          • #6 Collapse

            dear friends, forex market main koi bi movement simple nai hoti chahay woh ksi currency ki ho ya phr gold ki....aur loss ka risk bi sabhi main hota hay but agar ap market ko analyse kar saktay ho to currency pa trading kar k bi profit earn kar saktay ho aur gold pa trading say bi profit earn ho jay ga.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Forex buisness hai ke currencies ka aur jo aap bol rahy hain kay gold par trading karna chahey. To aapko es baat ka ilm hona chahey kay gold ke price dollars main hoti hai aur gold parr trading karny kay liey aapko pehly dollar ke value aur trend kay baary main pata karna parta hai. Aap ko har aik cheez k baary ma malomaat honi chahey jis sy aapko faida ho sakta hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X