RSI ki Divergence aur sath mein hmein kia kiya dekhne ki zarort hoti hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI ki Divergence aur sath mein hmein kia kiya dekhne ki zarort hoti hay
    Dosto mere khyal mein ap sab logo ko rsi ki divergance ka to pataa he hogaa lakin apko yeh nahi pata kay hmein icc kay sath aur kia kiya dekhnay ki zarort hoti hay - to sab sy pehlay yeh kahoun ga keh agerr apko rsi divergence ka nhi pata to ap sb sy pehly ic foroum sy dhond skty hein yahan apko bht c maloomat mil sakti hay - bhai jab ap ko nechay sy divergance dekhnay ko milti hay to apko chahye ky ap ko oper sy bhi divergence dekhein ziadaa tarr divergance retrace ky liyee istmaal hoti hay baday timeframe py yeh trend changing bhi hotaa hay nechy misaal de gayee hay ap ko sirf rsi nechy diyaa gya hy

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_28.png
Views:	1
Size:	54.0 کلوبائٹ
ID:	12462139

    Asal mein jo mein ap logo ko batana chahta houn woh yeh hay jo black rang ki line kheni hay market aur rsi mein - yeh paint p bnyaa gye misaal hy agar ap ka koi sawal hy to ap poch sakty hein
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Excellent bro aapki suggestions bahot achi hai main me rsi pe bahaot ziada practice ki hai but jab market trend men ho to ye 20 aur 80 k level pe ja k attak jata hai aur phir iss waja se hamen bahot ziada loss home k chances bn jate hain isliye main to kahun ga k jab tak market divergence se wapas ni aa jati hai uss waqt tak koi trade open hi na lro to behtar hai
    • #3 Collapse

      dear ap ne jo pictures k sath samjhny ki try ki hai ye bahot acha kaam kia hai ais mai ye hai k ap ki bat asnai se samjh aa gai hai kun k kai dafa market mai banda confuse ho raha hai aus k liay hum ko rsi use karna chaye ais se market mai buyyer aor seller ka pressure pata chalta hai ais se hum achi trading kar sakty hai aor acha profit bana sakty hain.
      • #4 Collapse

        forex market ko agar hum sahi say analysis kar kay trade kay liey enter hon gay to he hum market main achi trade kar sakty hay es business main humay khoob mehnat karni chahiye kyun keh mehant kar kay kamyab earning kar sakty hay es business main jald bazi bhi nahi karni chahiye kyun keh jald bazi main market main earning nahi ulta loss he hota hay
        • #5 Collapse

          Kafi useful information aapne hamary sath share kee hai bahi. Aur RSI aur Divergence jesi important term ko hmain samjhna bht zaida zaroori hai. Agar ye cheezin ham jalz az jald nahe seekhty hain to us ka bahri asar hamari trading kay ooper parh sakta hai. To jitna jaldi aur ho saky pehly apni learning ko behtar bnaain us kay baad ham trading kar k behtar perform kar sakty hain.
          • #6 Collapse

            is forex main plane kar k hi trade karni ho gi aur market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi aur is forex main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi aur real main acha perform kar sakty hain aur ye ak riski buisness bi hai hamain is main experience hasil karna ho ga ta k earning kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: RSI ki Divergence aur sath mein hmein kia kiya dekhne ki zarort hoti hay

              G bhai ye aik achi strategy ha es pe Kam Kiya ja sakta ha but es mein profit bht kem hota ha q k divergency ziada fair ni rehti ye kuch time k lye hoti ha tu es lye pipes kem milty haen.
              • #8 Collapse

                Re: RSI ki Divergence aur sath mein hmein kia kiya dekhne ki zarort hoti hay

                hamy RSI ke divergence ko or market ky up down ko dahk kar kam karna chahey pher he hum market mai run kar skay gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: RSI ki Divergence aur sath mein hmein kia kiya dekhne ki zarort hoti hay

                  forex aik international business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai amount invest kar ky acha profit gain kar sakty hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain forex trading students or house wife's ky liye bohat ache job hain
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: RSI ki Divergence aur sath mein hmein kia kiya dekhne ki zarort hoti hay

                    forex mai RSI ke divergence ky sat sat market ke movement ko be dahkna chahey pher he hum kam kar ky pasia kama skay gy forex aik international business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex mai hum live trading karty hain hum is mai zero investment account bana kar be kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: RSI ki Divergence aur sath mein hmein kia kiya dekhne ki zarort hoti hay

                      forex mai hamy expert banana ho ga hamy analysis koo indicators ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik aam business ke nisbat acha busienss hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apny boss kud ap he hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: RSI ki Divergence aur sath mein hmein kia kiya dekhne ki zarort hoti hay

                        Assalamu alaikum my dear friend miracle me rsi divergence hoti hai woh ek bahut hi fi dhar Saturday ji Hain lekin bhai mere khayal mein hum sirf kis pe saare secy divergent se Kam nahin karna chahie balki hame candlestick pattern bhi dekhna chahiye aur iske ilava news ko bhi read karna chahie aur jitne bhi moving average hai un software ki madad chahiye Urdu ki madad se hamein trading karna chahie

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X