future of dollar and forex!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    future of dollar and forex!
    Dosto mery zehn me aik bat gardish kr raahi he socha ap se share kroon, iqtisadi mahireen aor maojooda halaat bata rahy hen k dollar any waly waqt me break ho jay ga,isko position bahot week ho jay gi, ab yahan mery liy fikr ki bat ye he k jb aisa waqt ay ga to keya hm dollar ki bajay koi aor currency use kren gy ya forex chhor den gy? Q k hmara thora sa profit doolar me hony ku waja se achha khasa ho jata he. Ap keya kehty hen is baary me?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear brother ap ne bilkul acha question kia agr future main dolller ke vallue decrease ho ge to is ka matlab ye nh k forex ko hamain chor dena chaye.agr dolller ke vallue derease ho gay hai to already baki meterial ke vallue bhi decrease ho jay ge. islye hamian chaye k nh chorma chaye or is per muslsal kam kerna chaye...
    • #3 Collapse

      G bhai chalo ap ki bt ko man lety hn liken agar ap sub ko yahi soch den gy tu logon ky andar jo forex mn entrusting hy woh khtam ho jay gi to bhai mery khiyaal sy aisa sochna nh cahiya Aur apni trading py pora samjh daari sy kam kren aur apny comments ko behtar sy behtar sy banen gay jo ap schin liken mera yahi kehna ho ga keh ziyada fiker nh kren tu acha rahy ga aur fresh ho ky sub apna work kren
      • #4 Collapse

        dear friends ap ki bat thk hay forex ka dollar main hona hamain bahut advantage deta hay, q k hamara thora sa profit bi ata hay to jab woh rupees main change hota hay kafi zayada ho jata hay...aur agar dollar ki value kam ho gai to hamaray leay bahut loss hoga...but dollar america ki currency hay aur america ki economic bahut strong hay es leay es ki value etni zayada decrease nai hogi.
        • #5 Collapse

          G han jnb aap nain bilkul sahi kaha hai aanain walay waqat main dollor ki value barhi down ho GI q k is waqat trump hakumat ghalat taraf chal rahi hai his ki wajah say is ki economically condition down ho rahi hai umeed hai aagay dollor bht weak ho jaye ga aur is ki value kaafi down ho jaye GI...
          • #6 Collapse

            forex trading main agar future main kamyab hona hay to humay dolor par khas tor par focus karna chahiye kyun keh dolor market par bohat ziada asar andaz hota hay aur hum market main eski waja say profit loss kar sakty hay humay chahiye keh esmain mehant karen kyun keh mehant karna bohat zaroori hota hay
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              forex main planing kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur sab is main sucesss hon gayy aur hamain is k bary main hard work kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain is k baryy main experience hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur earning karein gay it is best job

              اب آن لائن

              avatar Azaad
              Working...
              X