Loss recover kerny ky liay tou hedging lekin profit ky liay koi aur stretigy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss recover kerny ky liay tou hedging lekin profit ky liay koi aur stretigy
    Ham big loss ko bhi hedging ker ky recover ker lety hain lekin loss ky baghair profit hasil kerny ky liay ham hedging kyun nehi kerty ky jab big loss recover ho sakta hai tou big profit bhi tou hasil ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ji Bhai mein bhi aap ki baat se agree karta hoon ke agar aap Uske Samne nahi karte Duniya ke kisi kaam mein bhi toh aap usko acche se nahi dekh Sakte first loss and then profit Ada karobaar kaisa hai
    • #3 Collapse

      dear frind jb bhi kisi treader ko kisi trade main loss hota hai us main preshan hone ke zarorat nh kun k loss ko recover kernay kelye posting ker k recover ker saktay hain.ya phr hamin us wakt trade lagane chaye jb hamare startgy hundred persent yakin ho k profit aye ga to phr trade lagane chaye.....
      • #4 Collapse

        Dear forex trading me hedging sirf loss ko recover krne k liay hi use hoti hy kun k agr market loss me chali gai hy to phr ap hedging kr len gy lakin agr market profit me chali gai hy to phr hedging krne ki zarurat hi nhe parti kun k market already profit me chal rhi hoti hy agr ap us waqt hedging kren gy to phr apko jo profit hua hy wo bhe loss me chala jaey ga
        • #5 Collapse

          dear friends, hedging aisi tool hay jisay sirf loss anay pa use keya jata hay....q k jab tak trade profit main rehti hay hedging ko use nai keya ja sakta...jab trade loss main janay lagti hay to kuch traders hedging use kartay hway apnay loss ko recover kar letay hain.
          • #6 Collapse

            Bhai hedging sirf us waqt he ho sakti hy jab ap ke aik trade loss ma chal rahe ho to is tarah ap normally ye nai kar sakty k ma direct hedging sy profit earn kar lun kiun k is strategy ma do trades chal rahe hoti hen aik ma ap ko profit hota hy ro doosri ma ap ko loss hota hy is tarah overall ap balance ho jaty hen
            • #7 Collapse

              G han jnb aap nain bilkul sahi kaha hai agar aik achi stretch say loss recover kiya ja Sakta hai aur nuqsan say Bach saktay hain to ISSI tarah him profit bhi kama saktay hain lakin in k liye knowledge hona bohut zarori hai k jesay aap profit kamatay ho hedging stretgy say
              • #8 Collapse

                Dear bat ya hai ka hum loss recover krna ka hedge use krta hain laken profit ka lia nahi profit ka lia nahi krta os ki waja ya hai jab ap trade open krta hain agr ap ko loss hota hai tu ap hadeg use krta hain theahk hai laken jab trade open krna ka bad profit suru ho jaya ti headg kiun use karain agr use karain gain tu loss ho is lia hadeg ko serf loss ka lia use kia jata hai
                • #9 Collapse

                  Meri samanj ke mutabiq aggar ham loss par hedging karren ge to apni hee trade ke oposit challney se loss recover hoga dosri trade men taham aggar profit par hedging karren ge ti lazmee baat ha uss ke oposit loss he hoga keun keh aap loss par profit ka bar (jungla)laga rahey han recovery keleay
                  • #10 Collapse

                    merey hisaab sy jo trader apny loss ko recover kr leta hy chahy woh jis tarah ki strategy istemaal kry aisy trader k liey profit haasil krna koi mushkil nhi aur jahan tak hedging ki baat hy to woh bhi aik risk hy jiska result kuch bhi ho sakta hy aur jo loss recovery na honay ki soort mein account wash bhi ho sakta hy
                    • #11 Collapse

                      agar humay market main loss ho jata hay to es waja say humay pareshan nahi hona chahiiye kyun keh pareshan ho kar market main earning nahi hoti ulta humay market main es waja say loss he hota hay humay esmain sabar kay sath he kam karnay main faida hota hay tab he achi earning kar sakty hay esmain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        loss say bachny k liye learning kr k hi trade karny main bi asani ho saky gii aur demo main practice kar k hi hum sucess hon gay aur market main emotion ko kabo main rakh hi trade karnii ho gi aur apni stretgy ko enhance karny k liye experince hasil kar k hi tab hi sucess hon gay aur market main loss say bach sakty hain

                        اب آن لائن

                        avatar Azaad
                        Working...
                        X