Kia forex Pakistan mein legal hai ya ni????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia forex Pakistan mein legal hai ya ni????
    Assalamualaikum ku kwh kafi sari company Pakistan mein chal rahi Han Jo legal NI hai to me puchna chahta Hun keh forex Pakistan mein legal hai ya ni ???
    Forex bahot acha business hai jis SA ham aur kafi log apni life change Kar sakty Han aur kafi log apni life change Kar chuky Han to Pakistan mein legal agr ni hai to itna acha plateform hai esko lazmi legal hona chahya ....:1f63d:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear bro main new hon aur abhi tak forex kosekh rha hoon air abhi tak main ne koi bhi real account ni banaya hai isliye mjy iske bare men information ni hai k forex Pakistan men legel hai ya ni hai isliye hamen pehlay iss baat ko confirm krna chahiye then hamen real account bna kr trading krni chahiye ye baat aapko koi senior trader hi bta sakta hai
    • #3 Collapse

      Bhaiya yeah question Bahut Baar reply kar chuka hoon K bhai Agar Forex legal business Hota To Pakistan government isko kabhi bhi Chennai Nahi Deti Yeh bilkul Eagle hai Isko Duniya Mein Lakhon log kar rahe hain is Baat Ko Apne Man Se Khatam kar dekhiye Ek illegal business hai
      • #4 Collapse

        G bhai jan forex pakistan me bilkul legal hy kun k forex pakistan me koi 10 saal se chal raha hy or lakhon log is me kam kr rhy han agr forex pakistan me illegal hota to phr ab tk pakistan me ye ban ho chuka hota or lakhon log is me kam nhe kr rhy hoty
        • #5 Collapse

          Bhai jan ap ky sawal ka jawab ye hy k forex trading Pakistan ma bilkul aik legal business hy kuch countries ma forex trading ke different conditions hoti hen and tax b dena parta hy lakin pakistan ma filhal forex trading ka oper koi tax nai hy
          • #6 Collapse

            Bhai phli bat to ya hy k illegal Kam zaida dair ni chal sgta agr ya illegal hota to kB ka close ho chuka hota ais waja sy it's 100% legal hy Bhai aur na he main ny Kisi sy suna hy k ya illegal hy ais lia feel free here to work with a beautiful place and environment at forex trading aur Jo b kam krain quality Wala krain
            • #7 Collapse

              dear brother forex ak online bisness hai jis ko hum her wakt or kisi bhi jgaha use ker saktay hain.ye sirf pakistan main legal nh hai balkay poarey world main legal ha. forex ka bissness kafi arsay se ho raha hai. forex ak online or permanent bossness hai.
              • #8 Collapse

                forex trading pakistan main bohat ziada kea jany wala business ho raha hay agar hum nay forex trading main kam karna hay to es business ko humay seekhna chahiye kyun keh seekh kar he hum market main achi earning kar sakty hay jitna esmain mery khyal main ilegal wali koi baat nahi ye acha business hay tabi sab karty hay
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Forex business Pakistan main bilkul legal business hy ye bht bara worldwide business hy jis se daily billion ki earning hoti hy is main investment bhi bilkul legaly hoti hy jo k bilkul safe hoti hy is lie forex ko befikar ho kr join krain is main kch bi ilegal ni hy jis se baad main koi problem ho

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X