Mayoosi ka Daman kabhi na Choro!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mayoosi ka Daman kabhi na Choro!
    Doston mai ne bhi 1 saal pehly partnership mai 100$ ki investment kithi or mere partner ne 2 weeks me saracapital loss ker dia tha but mai ne haar nahi mani oe socha kay jub paisey hongay to dobara khud trading shuru karonga phir PAK forum mili or is ka shukar guzar hoon kay mujhy dobara trading ka moka mila or mujhy dobara himmat mili trade ki kya aap kay saath kabhi aisa howa hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Mayus hone se koi faida nahi hai aap ko yahan pe bht zyada patience ke sath aur sabar se kam lena hai aur is ko mehnat ka sath nai chorna aap zarur kamyab honge
    • #3 Collapse

      jeeeeeee bhai ap ne sahi kaha hai k kbhi bhi mayoooooooooosi ka daman na choro is liye k apko es se ehsaaaaaaaas hota hai apnja nd apni ghaltion ka
      اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
      Doston mai ne bhi 1 saal pehly partnership mai 100$ ki investment kithi or mere partner ne 2 weeks me saracapital loss ker dia tha but mai ne haar nahi mani oe socha kay jub paisey hongay to dobara khud trading shuru karonga phir PAK forum mili or is ka shukar guzar hoon kay mujhy dobara trading ka moka mila or mujhy dobara himmat mili trade ki kya aap kay saath kabhi aisa howa hai?
      • #4 Collapse

        mayoosi aap ko tab he hoge jab aapko is mein loss hoga to matlab is ka yeh thori hai k aap yeh kaam he chordo aap next time k liay tayyari karo aap mehnat karo harworking karo aur next time successful hokar dikhao
        • #5 Collapse

          for sure forex not have while constrain currency trading markets is normally around sole couple of cays within the workweek saturday and additionally weekend for that reason the country's be contingent on u . s . which usually what effort use to try currency trading as forex is a better online store.
          • #6 Collapse

            • #7 Collapse

              • #8 Collapse

                of course foreign currency trading have zero at any time restriction exchanging market place can be close up merely a pair of cays in a very 1 week thursday along with thursday consequently their count on people that will the amount occasion commit to perform exchanging since foreign currency trading is the foremost business online.
                • #9 Collapse

                  hamy yahan per bas zyada se zyada mehnat krni chahiey jitni zyada ham yahan per mehnat kren gy hamara yahan per utni hi zyada faida hai mehnat kren gy to hi kuch hasil bhi ker skty hain warna yahan per nakam ho skty hain
                  • #10 Collapse

                    aapne ghalat likha hai aapko likhna chaye tha UMMED KA DAMAN KABHE NA CHOREN kher bilkul huemin losses ko dekh ker ghabrana nahee chaye balke loss se kuch seekhna chaye ke nyeah loss hamre kis ghaltee ke wajah se huwa hai next time aur ehtiyat se trading start karen aap zaroor kamyab hungey
                    • #11 Collapse

                      ji han forex trading ek real business hai is main profit bhi hota hai or loss bhi hota hai agar apko kabhi forex trading main loss ho jae to mayoos nahi hona chaye kyun ke forex trading main ye apki kamyabi ki pehle seeri ho sakti hai
                      • #12 Collapse

                        mayoosi aap ko tab he hoge jab aapko is mein loss hoga to matlab is ka yeh thori hai k aap yeh kaam he chordo aap next time k liay tayyari karo aap mehnat karo harworking karo aur next time successful hokar dikhao
                        • #13 Collapse

                          forex main mayosi ko chor kr hi ap kamyab ho saktay hainn is main ageer ap mayous ho jatay hain tu ap main kam krni ki salahiat khatam ho jay gi
                          • #14 Collapse

                            Bhai mazrat k sath ap ke thread mai 1 lafaz ki mistake hai mayo0si i think humain kabi himat ka daman nai chordna chahhay jis ki waja se hum her kam mai kamyab ho sktay hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dosto mayuoos vo log vo hota ha jinhay Allah per yakin nahi hota jab ap mahnat kisi bhi kam ma karta ho to us ma Allah ki madad shamil ho jati ha to is tarha app ko zaror kamiyabi hoti ha ha is liay mayuoos nahihona chaiya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X