Mayoosi ka Daman kabhi na Choro!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    aap ko oss time he mayoosi hoti jabb aap ko iss mein loss hoga to matlab iss kay ye thori hai kay aap ye kaam he choor do aap nest time kay liye tayari karo aap mehnat karo hardworking karo or next time mehantkar kay success hasil kar lo.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      Hamain kabhi bhi mayoos nahi hona aur umeed rakhni chaheye. Yeh forum aik buhat achi opportunity hy aur is main hazaron log bonus banatey hain aur phir us sey trading kr key apni life ko change kr rahay hain. Aisey log jin key pas paisey nahi hain aur woh trading krna chahtey hain, un key leye yeh forum best hy.
      • #288 Collapse

        han dear ye aik good buiness hai is ko mejh at sy kiajata hai ye aik ereal buiness hai is ko kisi time bhi kiaj skata hai ye aik acha buiness hai is ko bahut sy loog kr rahy hain ye aik real buiness hai
        • #289 Collapse

          my dear forex trading business hai jis mein loss b hai or profit b is ka hargiz yeh matlab nahi k agar ap ko loss hota hai to ap mayoos ho jao q k mayoosi ap ko success se buht door kr sakti hai
          • #290 Collapse

            Time to lose those signals are copies, they do not learn to nothing, because they will not have your personal trading experience. And this is important.
            • #291 Collapse

              Ap ne thek kaha hai mere sath bi aisa kafi dafa hua hai k loss ho jata hai or sara belenc zero ho jata hai us wqt boht dukh hota hai k aisa q hua pr phir bi main mayus nai hota or dobara se work shoro kr deta hun
              • #292 Collapse

                You are work in this market. So that you are first learn the complete knowledge and experience. So that you are work the market. You are safe the loss.
                • #293 Collapse

                  mayoosi ka daman kabhi na choro to ap mayoosi ka daman kabhi nahi ap ko chorna chaiya agar ap is my
                  • #294 Collapse

                    G han app ne sahi kaha ha hmen is business mayossi ka dman kabhi nahi chorna chahe kyun k is business me hm loss b kar skaty hain is iliye hmen chahe k hm is business me mayossi ka daman kabhi nah choreen agr hmen success hona ha is business me tu
                    • #295 Collapse

                      g ahn bilkul kbhi bhi aap mayoosi ka daman na chorain q kay agr aap aesa kro gay to aap apnay sath galat kro gay aap ko chaahiye kay mayoosi sai bacho aur thk sai trade kia kro.
                      • #296 Collapse

                        G han mayoosi ka daman kabhi na choro chahy apko bhot ziada loss he kyoun na ho jay or sahe pocho to forex trading me wo successful hota hai jo mayos nahe hota islye humen hope rakhni chaye kabhi to kamyab hongy
                        • #297 Collapse

                          Assalam u alikum friend humein hope kabhi nahi chorrni chahiye kyun k forex me loss k sath sath profit bhi hai or jab humein loss hota hai to us me kahen na kahwen hamari mistake bhi hoti hai humein un mistakes ko talaash ker practice kerni chahiye or apni trading skills ko improve kerna chahiye.
                          • #298 Collapse

                            Bhai g forex trading mai maire khayal sai mayoos nai hona chahye kun ke mayosi kis time hoti hy jub ap apna nuksan kerty ho forex mai jub ap apna looss kerty ho jub ap is ko seekh loga tu ap mayos nai hogy
                            • #299 Collapse

                              jab b hum kam karty hain to humain hard work kar kay kam karna ho ga mayoos nai hona jab humain earning nai hoti hay to huamin practice kar kay hard work kar kay kam karna ho ga
                              "The mind is everything, What you think you become"
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                forex trading mien apko kabhi bhi mayoos nahi hona chahiye aur apk chahiye ke ap is mien mehnat karte hi rahen is mein ap jitni ziyada mehnat karenge ap utne hi kamiyab honge.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X