Emotions hi emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotions hi emotions
    Real account kay sath sath demo account ko bhi jari rakhain iss mein aik tou aap log stretegy kay lya help hasil kar sakty ho sath mwin real mein trading just confirmation per karna aur jub tak confirm signal na milay tab tak lazmi taur per aap nay demo kay sath kaam katay rehna hai dear iss tarah emotions control hoon gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Signal tou koi bhi confirm nehi milta ky her koi just technical analysis ker ky signal generate ker deta hai jo zaruri nehi ky tp hit kerwa dy aksar signalsper tou sl hi hit hota hai aur demo account mary khyal main tou sirf learning purpose ky liay hai wahan sy trading ki guidance nehi milti just real account sy hi ap sab kuch ker sakty hain
    • #3 Collapse

      Ji Bhai aapne bilkul theek hai agar Hum real account ke Saath Apne bonus account ko bhi chalu Rakhenge Kadam account Kabhi Gham Ke Rahenge Hame kaafi Jyada analyse karne ka mauka Milega iske liye democratic karna Kabhi Nahi Chodna chahiye
      • #4 Collapse

        Dear jahan tk mera knowledge hy to demo account sirf or sirf practice k liay hy k jo new members han wo seekh saken k trade kis tarah lgti hy stop loss or take profit kis tarah lgta etc jb k real account me profit hasil lrna bht mushkil hota ht
        • #5 Collapse

          dear friends, emotions ksi trader k leay enemy hotay hain aur woh us k leay loss ka sabab bantay hain...so en pa control karna lazmi hota hay...aur emotions pa control karnay k leay demo account kafi helpful sabet hota hay...so ap ko demo account pa zayada say zayada practice karni chaehay.
          • #6 Collapse

            Gee brother aap ki baat bilkul theek hai forex mein emotions ko control karnay ka bahtareen option yehi hai kay hum apni trades ko perfect banain aur woh issi tarah mumkin hai kay hum iss ko achi tarah se demo mein practice karain
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
              Real account kay sath sath demo account ko bhi jari rakhain iss mein aik tou aap log stretegy kay lya help hasil kar sakty ho sath mwin real mein trading just confirmation per karna aur jub tak confirm signal na milay tab tak lazmi taur per aap nay demo kay sath kaam katay rehna hai dear iss tarah emotions control hoon gay
              trading mian emotions sy kabhi bhi trading nahi krni chaye traidng main emotions ka koi kam nahi hai or is ka sift nuksan he nuksan hai traders ko emotions sy kam krnay k bjay profper knowledge or experienc bna kr trading krni chaye
              • #8 Collapse

                bohat acha sawal ha ager hum ko trade karna ha to per hum ko achi trade karni chahaye to per hum ko bohat achi earning hoge laken ager hum apni trade karta waqat apna emotion ko control ma rakta ha to per warna hum ko bohat bori tara loss ho sakta ha es leya hum ko chaheya ka hum trade karta waqat apna emotion ko control ma raka............
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  agar hum emotions ko control main rakh kar trade karen gay to humari trading bohat achi hoti hay aur hum market main profit earn kar lety hay huamy chahiye keh esmain fresh mind kay sath kam karen kyun keh fresh mind kay sath kam karnay main he faida hota hay tab he hum achi earning kar sakty hay esmain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X