Skills and abiilities mein improvement

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Skills and abiilities mein improvement
    Forex kay related aap jitna knowledge hasil kar uss ko jitna parh lain aap ki skills forex mein uss waqt tak improve nahin hoon gi jab tak aap trading ka practical nahin karain gai aur iss kay lye aap demo ko use karain aur uss mein zayada se zayada practice karain iss se aap ki trading skill aur abilities improve hoon gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G haan skills main improvements usi wakt aati hain jab aap time kay saath saath cheezin seekhty hain aur apny loss aur profits par ghoor karty hain. Sab say acha tareeka yehi ha k kuch arsa tak demo par kaam kiya jaay aur us kay baad us main jo results niklain un ko daokha jaay kay aap ke pehly skills kia the aur ab un main kon c improvement aai hai.
    • #3 Collapse

      Skill aur abilitg forex trading main tou isi terha improve ho sakti hai ky agar ap forex market main continje trading kerty rehain beshak woh trading demo account sy ho ya real sy market ko continue observe kerny sy in main improvement aa sskti hai aur after improvment jab ap trade kerty hain tou achy results milty hain
      • #4 Collapse

        G han bahot zaruri hai ky jab ap forex market main trading ky liay investment ker rehy hain tou trading skill aur ability bhi ap main honi chahiay ky agar ap isky baghair forex trading start ker lety hain tou ap apni investment per sirf loss hi kerain gy tou profit ky liay zaruri hai ky ap apni trading skills aur ability ko improve kerain
        • #5 Collapse

          Bhai Apne chaswal Kiya Hai Mere Khayal me Hindu na kuch jyada farak nahi hai aap achi skills se kaam Karenge toh aap ko bahut jyada fayda hoga aur uske baad hai aap bhi theek ho jayenge
          • #6 Collapse

            best trading kay liye sirf videos learning ki dekhna ya kuch material ko read karna he kaafi nahe hota kay kyun new trader smajhay usko kaafi knowledge mil gya hay balkay hardworking chaiye practically experience bohat zyada zaroori hota hay tabi aap ka best experience aur best skills banti hain aur aap best trading kay kaabil hotay ho....
            • #7 Collapse

              Gee haan bhai forex trading mein yehi dou main cheezain hain jin per agar humara control ho jaye tou hum forex mein kamyab rahain gay aur yeh humari forex mein skills hain aur trading mein abilities hain aur inn donoun ko improve karnay kay lye aap demo account ko bahut zayada use karo
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                Forex kay related aap jitna knowledge hasil kar uss ko jitna parh lain aap ki skills forex mein uss waqt tak improve nahin hoon gi jab tak aap trading ka practical nahin karain gai aur iss kay lye aap demo ko use karain aur uss mein zayada se zayada practice karain iss se aap ki trading skill aur abilities improve hoon gi
                trading krny k liye tradres klo apny skills ko improve krna bohat zroori hai q k jesy jesy hamaray skilla better hon gy ham achi traidng kr skain gy or ziada profit bna skain gy is liye traders ko sath sath apni knowledge ko ziada krna chaye
                • #9 Collapse

                  G brother, ap nay bilkul thk kaha hay ham forex ka jetna bi knowledge hasel kar lain us ka hamain us wakt tak faida nai hoga jab tak ham us knowledge ki practice nai krain gay...aur practice k leay demo account sab say best source hay.
                  • #10 Collapse

                    Aslam o alikum Dear jetna hum experience hasl karty hey demo say. Tu humey real account mein Koi mushkal nahi rahy ga
                    • #11 Collapse

                      Salam bhai ap ny sahe kaha ha skills or abilities apko practice sy milay ge ik strategy pr kam kren or uska reslt dekhen jb ap ka hth beth jaey to phr usko real acct mn ajain lekin strategy ko ap practice k bad use kren real acct mn ta k koi bhai loss mn na jaey
                      • #12 Collapse

                        agar hum forex trading main skill level ko enhance karna chahty hay to eskay liey humay demo account ko use karna chahiye kyun keh demo account par trading ki practice kar kay he hum market main achi earning kar sakty hay es busines main humay jald bazi bhi nahi karna chahiye kyun keh jald bazi main loss he hota hay
                        • #13 Collapse

                          G haan skills aur trading main improvement k leay sb say pehlay to apko achi khasi learning krni parti ha us k bad ap jb tak practical trading nai krtay apko sahe samjh nai ati skills aur abilities main improvement us wqt he mumkin ha jb ap serious aur focus ho k trading learn krtay hain aur phir demo pay practice kr k real account ki tarf atay hain.
                          • #14 Collapse

                            Dear brother g ha skills and abilities ma sab sy ziada skiills ki bounyad ha kion ka hum ko skills ki base per hi trading kar nni chay kion ka hum ko trading karta ha to hum kko koi muskiil na ay or hum apni trading aram say kar saka
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              han g forex main skill se murad yah nahee k ham mazeed knowledge laina stop kar dain or apny ap ko full and final samjhain . q k agr ham forex main kamyabi and regular income chahty hai to ham ko continully apny ability and skill ko improve karty rahna chahain. simply do not stop himself till regular earning

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X