Forex as a career ya only part time

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex as a career ya only part time
    Dear brothers forex ko ham as part time job hi len lo behtar hai ya ham forex ko fully time apni earnings ka zaria bna sakte hain
    Mere khayal men to ham forex ko fully tor pe bhi apne liye as a career choose kr ssakte hain q k forex aik acha buisnes hai aur bahot se seniors ne iisse apna like fe time caeeca bnaya hua hhua hai ahar ham bhi achi effort krte hain to ham bhi bna sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Brother ye totally aap par depend karta hai kay aap forex sey kia expectations lay kar es kaam main aay hain. Agar to aap quick rich waly chkar main hain to aapko es main faidy ke bjaay loss hony k chances zaida hain. Magar aap es ko long term main apny faidy k liey daikh rahy hain to aapko faida ho sakta hai.
    • #3 Collapse

      Ues bro i am fully agreed with you aapki baat darust hai agar ham forex pe hardworking se kaam lete hain to ham bhi seniors ki tarah forex men apna experience bna sakte hain ismen koi mushkil ni hani han uue zarur hai k forex aik mushkil buisness hai but ab aisa bhi ni hai k ham forex ko run na kr saken isliye hamen mehnat se kaam lena chahiye ta k ham apni trades men kamyab ho saken isliye hamen lazmi tor pe apni iss koshish ko jari rakhna chahiye
      • #4 Collapse

        respectable member yeh aap per depend kerta hay kay aap forex ko kiss tarah letay hay yaani as a career letay hain ya as a part time job forex ko kertay hay meray khayaal say ager aap iss may maahir nahin hay to iss ko as a part time job hi kerain kiun kay iss may financial security nahi hay jab kay dooori jobs may at least financial security to hoti hay
        • #5 Collapse

          Bhai Mere Khayal mein agar aap proper tarike se is kaam ko Sikar trading Karenge toh aap apna future set kar sakte hain aur isco Timepass Kehna Sahi nahi
          • #6 Collapse

            forex ko ham dono kay torr par lay sakty hein ager ham ice career kay torr parr lety hein to yeh hm parr hay kay ham kese karty hein kam - bahar hal jese ve hm market mein ayein hmn chahye kay hm apni pori tawajh sy sb sy pehly forex ko sekhein smjhein aur uc kay bad hhee apni treding wgheraa karein hmn kam sy kam los karnaa chahye
            • #7 Collapse

              Aslam o alikum Bro! APKA BAT TICK HAI YE EK AISA ONLINE BUSINESS HEY. Ke hum is mein part time work kar sakty hey our full time be is mein kam kar sakty hey. Apny dosry government job ke sat instaforex mein be hasa la sakty hey. Our Bahot log is mein kafi earings karty hey
              • #8 Collapse

                ye ap ki mrzi h k ap forx ku apna career job bnao ya only part time ye ap ki marzi h ap jaisa manasab smjhtey h k ap forex ku full career ka sath jorna chhte he ya part time
                • #9 Collapse

                  dear friends, wesay to ham forex ko part time ya full time join karnay k leay azad hain aur forex ham say part time ya full time ki demand nai karta...but main yah kahon ga k hamain forex ko as a career join karna chaehay...q k forex hi aisa business hay jo kamm wakt main hamari life ko change kar sakta hay.
                  • #10 Collapse

                    dear jaisy ap ne baat ki hai forex market ki to ais mai jo bhi kaam karta hai aus ko samjh aa rahe hoti hai k wo ais time ais market mai kitna expert hai aor ais mai wo kitna earn kar sakta hai jo ais mai achy traders hai wo ais ko career bana lety hai aor jin ko ais mai atna khas profit ni ho raha hota wo ais mai part time hi kaam karty hai aor ais mai se jitna nikalta hai wo nikal k side par ho jaty hain.
                    • #11 Collapse

                      Agr ap nay forex ko as a life time jon bnana ha to yeh mind main rakhain phir learning aur practice bhi usi hisab say krain. Ziyada tar log jo already job holder hain wo forex ko a part time job k tor pay kr rahay hain me khud forex ko aik part time job k tor pay kr raha hun aur agr mujhay mazid kamyabi milti ha to me forex ko part time say hta k permanent profession k tor pay kru ga.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Sir, Actually forex ki yeh demand nei hai k ap esay part time ya full time dain jis tarha kisi b shobay main tareqi k liay mehnat k zrorat hoti hai waisay hi yeh b sirf mehnat talb kam hai jo agr ap achay tareeqay sy karin to apko bahut kuch gain kr saktay hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X