Risk management and stop loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk management and stop loss
    Dear brothers forex trading mein hum apnay bonus account ko safe rakhnay kay lye stop loss lagatay hain aur aap yeh batayain kay stop loss aur risk management mein kya farq hai mere khayal mein tou risk management hi paise ko loss se bachanay ko stop loss ka naam dya gaya hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    money management bikluk paison kay loss ko bachata hay money management ap ki trading kay liye bohat he eham hoti hay aap ko achi trading kay liye money management ko har surat apni trading mei saath le kar chalna chaiye stop loss ap ki trades mei zyada loss sey ap ko bachata hay ap ko har surat stop lsos sue karna chaiye apni trading mei
    • #3 Collapse

      Brother Ap ne stop loss lga kr risk ko km karny k bary m bat kr rhy hain .kisi b cheez m jo hidden khatrat hoty hain jo k bazir nazar ni aty un khtroo ko manage karny ko risk mangment khety hain to ye bat theak a k trading m Ap loss ko stop loss lga kr manage kr skty hain aur apni trade ko achy tteeqy se manage kr skty hain.
      • #4 Collapse

        dear friends, risk management ka matlab hota hay loss k risk ko minimam rakhna...aur es k leay bahut sari strategies hain jen main say ek stop loss ka use hay...stop loss aisi tool hay jesay set kar k agar trade open ki jaey to kuch loss k bad trade khud say hi close ho jati hay aur account wash honay say bach jata hay.
        • #5 Collapse

          Forex trading main trading k doran stop loss laga lena aik qisam ki safety hy aur risk management bi aik qisam ki safety hy k ap ka account wash hony sy bach jay ,stop loss aur risk management dono ap k trading account ko safe rakhti hain aur ap trading bina khauf k karty ho
          • #6 Collapse

            Dear friend forex main trading k doran gab hum apny bones ko bachany keleye stop loss lagaty hain ges say hamara bones safe hota hy aur risk managment ko bhi asay istamal karty hain ges say hamary bones ko koy khatra nahi hota aur hamen as ko lazmi use karna chahye
            • #7 Collapse

              Dear aap ki baat theek hai risk management aur stop loss tqreeban same cheezin hain donoun kay zaryea se aap apnay loss ko khatam kartay ho ya kam kartay ho donoun sae aap apni trademko safe banatay ho iss lye mere khayal mein tou inn mein koi difference nahin hai
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                Dear brothers forex trading mein hum apnay bonus account ko safe rakhnay kay lye stop loss lagatay hain aur aap yeh batayain kay stop loss aur risk management mein kya farq hai mere khayal mein tou risk management hi paise ko loss se bachanay ko stop loss ka naam dya gaya hai
                Forex trading main trade karne ke liye risk management aur money management Dono bahut jyada Jaroori Hai acchi traders Hamesha trade karte hue stop loss use karte hain aur money management Kar Gayi trade Karte Hain money management Dono bahut jyada Jaroori Hai acchi traders Hamesha trade karte huye stop loss use karte hain aur money management Karke he trade Karte Hain
                • #9 Collapse

                  dear friends, stop loss forex trading main aisa tool hay jesay trade open kartay wakt agar use keya jay to hamari trades main kuch loss anay k bad trade automatic hi close ho jati hay aur mazed loss nai hota jis say account wash ho janay say bach jata hay...so stop loss bi risk management main ahm kerdar ada karta hay.
                  • #10 Collapse

                    agar hum forex trading main risk manage kar kay trade karen gay to humari trade bohat achi ho sakti hay aur hum market main bohat acha profit bna sakty hay humay chahiye keh es business main lalach bhi na karen aur stop loss ko lazmi use karty huway trade karen kyun keh es trha he trade karnay say humay market main faida hota hay aur hum achi earning esi trha kar sakty hay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Forex manager of risk management Karenge capital ko invest karne se pehle market create direction is card trend of follow kar lenge to aapko yahan se kaam karne mein bahut jyada help milegi Aap Yahan Par kabhi bhi kisi bhi site par acche se Apna standard able business develop Kar Ke Aage Ki Taraf Lekar Ja sakte hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X