Gold mein trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold mein trading
    Aap gold mein trading kertay hain aur aap uss ki zayada behtar guidance chahtay hain tou apnay browser mein todays gold future technical analysis ko search karain gay tou aap ko bahot zyada information milay gi aur market zayada tar unn analysis per hi move karti hai jis se aap ko maaloomat bhi milain gi aur profit bhi ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gold ky analysis jo technical hamain browser main milty hain woh bilkul same hoty hain ky market jis direction main move ker rehi hoti hai tou uski next support ya resistance tak hi technical analysis aa rehy hoty hain aur woh ham khud bhi analysis ker sakty hain ky agar same support ya resistance break kery tou next support aur resistance tak move ho sakti hai
    • #3 Collapse

      Dear brother gasa k ap ny gold k bary main trading ki information di hy yeh acha idia hy qu k gold ki trading ko ziada tar moshkek samaghty hain to as analeses say hum gold par trading ki achi infomation hasel kar sakty hain
      • #4 Collapse

        dear aap ny boht achi maloomat share ki hai abhi tak to jo jana hai us sy ye he pata chalta hai ky gold main experience ho to phir he trade ki jaye to dear ager ais main trade ki to aap ki suggestions py zaroor ghoor karoon gi and ais site sy help loon ge likin mary ilam main jahan tak hai gold ky liye aap ky paas experience ka hona boht zaroori hain
        • #5 Collapse

          G Boht Achi suggestion de a Ap ne aksar log gold pr trading ko trjee dety hain aur is Ke movement Ke waja se is pr earning zaida o skti a aur browser pr today trading on gold se Ap agr page ko save kr lety hain to Ap ko asani o jay ge anylsis ke phir Ap ko different websites pr ja kr search ni Karna pary ga
          • #6 Collapse

            Dear aapmkimbaat bhi theek hai aur maaloomaat humain sirf gold ki nahin balkay her currency her metal aur complete forex ki mil jati hain lakin problem tou uss waqt aati hai jab trade lagani hoti hai khud se analaysis karnay hotay hain
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
              Aap gold mein trading kertay hain aur aap uss ki zayada behtar guidance chahtay hain tou apnay browser mein todays gold future technical analysis ko search karain gay tou aap ko bahot zyada information milay gi aur market zayada tar unn analysis per hi move karti hai jis se aap ko maaloomat bhi milain gi aur profit bhi ho ga
              Gold Ek bahut risky commodity hai agar traders gold Mein trading karna chahte hain toh uske liye Jaroori Hai Ke traders ke paas trading call girls horror knowledge Ho Uske Bina trailers gold Mein trading nahi kar sakte
              • #8 Collapse

                Forex trading mai gold ko smjhny waly ke liye bht hi faida ha main kbhi kbhi trade krti hun gold pe agr to kisi ko is k trend ki smjh ajye to bht hi best ha .lakin jo trader is ko nahi janty to wo is main trader na hi lagain to acha ha .kbhi kbhi god bht move krta ha asa na ho ke ap ki trades k against ho or ap ko loss ho .bhtr ha is k trend ko smjh kr hi trade lagai jaye .or us se profit hasil kia jaye .gold ki move kbhi kbhi taz ho jati ha .daily base pe or long pe bhi smjh kr rade lagani chaye .
                • #9 Collapse

                  agar hum gold par trade karna chahty hay to kar sakty hay esmain koi issue nahi hota but humay ye baat mind main rakhni chahiye keh gold main bohat tezi hoti hay humay chahiye keh es ki tezi ko analysis kar kay he trade karen aur gold par achi trade karnay kay liey humary pass acha balance bhi hona zaroori hota hay tab he hum forex trading main acha profit bna sakty hay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Golf and trade karna sabse Aasan kaam hai yeh Jyada Speed ke sath hota hai isme bahut log Apna daily wage per capital invest karte hain aur se working Karke achha wala business long time ke liye Le Jate Hain ispe aapko market ke kuch conditions Kabhi follow karna Hota Hai K Market konsi news par Jyada effect karti hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X