Trading Account Ko Manually Close Kar Sakty Hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Account Ko Manually Close Kar Sakty Hai?
    Main janna chahta hun keh hum jo instaforex ka trading account open kar lety hay to usko hum khud close kar sakty hay agar hum usko use nahi kar rahy ho to usko close kar sakty hay kya agar kar sakty hay to please tariqa bta dijiey ta keh muj sameet sab ko es kay bary main pata chal saky
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    mery khyal main aisa nahi hota hum account ko close nahi kar sakty han agar humus account ko 90 days tak use nahi karty to i think close ho jata hy aur agar hum usko reuse karna chahty hay to activate karwana hota hay hum nay aik bar open kar lea account to humay us ko rules kay mutabiq run karna hota hay
    • #3 Collapse

      Bhai jan main ny forex ko last 2months sy join kia hy aur mai to yeh baat janta hoo k aaj tak kabhi bhi kisi trader ny aisa sawal nahi kia hy kia ho gya apka dill q bhar gya is business sy koi problem hy to share karein
      • #4 Collapse

        yes dae men ap ki bat seu agree kerta hn agar humus account ko 90 days tak use nahi karty to i think close ho jata hy aur agar hum usko reuse karna chahty hay to activate karwana hota hay hum nay aik bar open kar lea account to humay us ko rules kay mutabiq run karna hota hay.........
        • #5 Collapse

          Dear agar apne instaforex account use nahe karna to aap simply us account ko use karna chor dain. Aapko us account ko close karny kay liey koi extra kaam karny ke zaroorat nahe hoti hai. Aur jab tak aap account use nahe karty aapka account na he block hoga na aapko usy dobaara say verify karwana hoga. Aap jab chahin account istemaal karnaa shuru kar dain aur jab chahin aap usko use karna chor dain.
          • #6 Collapse

            ap ki baat sahi h jee agar ap ki trading agar down mey jaa rahi hay ya phir trading loss kar rahi h too hamey apni trading koo khod close kar dena chahye ta k hamey zyada naqsaan na ho aur account bhee safe rahey is lye kabhee bhee trade krni ho to pahley currenciess pairs ka achi tara regular analysis krey ta k ap ko currencies ki price ka sahi ilm ho jye aur usi hisaab se trade krey ta k ap trade koo achi bana sakay aur acha profit bhee earn kar sakay mere khyal mey best trader always hi trade krney se pahle analysis krtey hey jis se woo apni trade koo loss ki taraf janey hi nahi dete he is lye hamey trading m bilkul hosheya aur samajhdaari se hi trade krni chahye.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Tasleem پيغام ديکھيے
              Main janna chahta hun keh hum jo instaforex ka trading account open kar lety hay to usko hum khud close kar sakty hay agar hum usko use nahi kar rahy ho to usko close kar sakty hay kya agar kar sakty hay to please tariqa bta dijiey ta keh muj sameet sab ko es kay bary main pata chal saky
              G bhai Bubly Hum Apne trading account ko manually close kar sakte hai isme Koi issue nahi hai aap Trading Company ko kya karo apna account closed karwa sakte hain
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                My dear friend Apne bahut hi accha question poochna Hum Log To Duniya Humko bilkul band kar sakte hain Agar Hum Log Apna account number Dinesh Kumar nahi karte hain Tumhara Account deactivate ho jata haiHum Log Apn

                اب آن لائن

                Working...
                X