Minimum Experience Required for Forex Trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Minimum Experience Required for Forex Trading?
    Dosto mera aap se ye sawal hai k kia her koi forex trading ker sakta hai ya iss k liye kuch experience k hona zaruri hai aur kitna experience hona chahiye kia sirf investment se ye business nahi ho sakta iss k liye experience aur knowledge hona zaruri hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han ap ki bat bilkul tbeek hay ismain koi shak nai k koi bhi business aesa nai hay k jis main hunare oass jab tak knowledge aur experince na ho hum kamiab hi sake ye hunare liay bibt zarori hota hay k hum kio bhi kam strat karne se pehly is businese se related tammam knowledge hasil kare isi tarha forex trading main bhi humare pas jitna knowledge ho aur expiriance hi kam hay humae apni trading k sath sath trading se rwkated knowledge bhi gasil karte rehna cahiay is se humae trading main mazid se mazid sikhne ko mile ga aur is main humay biht easy ho ga trading karna
    • #3 Collapse

      Sir ye kehna ghalt nhe hoga k forex me hum bina experience k kbi kamyab nhe ho sakty beshak hum jitni bhe investment kr len lakin agr hamare pass knowledge or experience nhe hy to phr wo investment kisi kam ki nhe kun k bina knowledge or experience k hum loss hi kren gy or experience jitna bhe ho wo kam hi hota hy
      • #4 Collapse

        mere khyal mein forex treding kay liye hmn kisi qisaam ki experience ki zarorrt nahi hoti hmein srf kuch waqt aur kch waqt ki zarort hoti hay jis mein hmn forex ki basics aur advance ka kuch hisaa skhnay ki sakht zaror hoti hay - uc kay bd hmein chart parr mashqein karne ki arort hoti hy uc kay bger hmari forex adhoori hy hmn los ka hee smnaa karnaa pd sakta hay
        • #5 Collapse

          Experience tu lazmi hai agr ap na forex mai kam krna hai tu business jo bi ho agr ap koi bi kam krta hain tu os ka lia experince lazmi chaya experience ka bina kuch bi nahi hai serf agr ap investment krta hain tu ap ki investment forex s zayan jaya gi agr ap pass experince nahi hai tu knowledge or experience ap ko lazmi chaya ta ka ap ak avcha business or trader ban sakain
          • #6 Collapse

            Dosto me ye kehna chahta hn k chahy forex trading ho ya dunya ka koi b business, tb tk hm kamyabi hasil ni kr skty jb tk uska knowledge aur experience na ho . Isi trha hm forex trading me b knowledge aur experience k bghair kamyabi hasil ni kr skty. So we should learn it and gain the experience by using demo account.
            • #7 Collapse

              dear member aap nay boht acha swal rais kiya hai jab mujy forex ky bary main bataya gaya to mujhy ais ka kuch ilaam na tha to main ny phir ais ki knowledge hasil karna shooroo ki tab ja ky main ny forum join kiya hai and ab bhi main trading maloomat saath saath lay rahee hoon ais liye mery khayal mai aap ko forex ki basic ka pata hona chahyee tab he aap ais main kuch ka sakth hain warna aap forex main kuch bhi nahin kar sakty
              • #8 Collapse

                dear brother forex ak riskey bisness ha is main jitna ziyda experience ho utna he best ha.balkay forex ko use kernay kalye knowledge ka hona zarori hai kun k markit main dollers ke value move kerti rahti hain. un ko learn kernay kelye knowlege ka hona zarori hai or trade lagane se phele ak naye treader ko demo acount per practice kerni chaye..
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
                  Dosto mera aap se ye sawal hai k kia her koi forex trading ker sakta hai ya iss k liye kuch experience k hona zaruri hai aur kitna experience hona chahiye kia sirf investment se ye business nahi ho sakta iss k liye experience aur knowledge hona zaruri hai?
                  Dear main to ye samjhta hun kay agar aap nay apni investment karni hai ya phir aap nay bonus account par kaam karna hai to at least 2 sy 3 month demo par kaam apko karna chahey. Us kay elawaa koi na koi strategy bnaani chahey jis sy aapko faida hasil ho. Kun kay jab aap strategy bnaaty hain aur us ko demo par azmaaty hain to aapko apni trading k results mil jaaty hain.
                  • #10 Collapse

                    g dear men ap ki bat sey agree kerta hn kih traders hazrat ko trading kerney k lye in traders hazrat ko achi tarha knowledge or experince ki zururat hoti hy is sey traders hazrat achi tarha profit hasil ker saktey hen is lye traders hazrat k pass zayada sey zayada knowledge hona chachye jis sey ye traders achi tarha profit kama saken ..............
                    • #11 Collapse

                      dear friends, yah to insan k apnay opar depend karta hay k us ki learning ki salaheyat kesi hay...kuch log jaldi learning kar letay hain aur kuch log learning main time laga detay hian...main yah kahon ga k minimum 6 month demo account practice karni chaheay aur us k bad real account pa trading karni chaheay.
                      • #12 Collapse

                        dear friends, I think 6 month tak demo account pa practice karni chaheay aur us k bad real account pa trading karni chaehay...but agar koi zayada mehnat say learning karta hay to woh es say kam arsay main bi trading karnay k kabel ho sakta hay.
                        • #13 Collapse

                          Bhai jaan Mere Khayal mein trading business ko sikhne ke liye koi bhi kam se kam time ki jarurat Jo Hume hai woh Yeh Hai Ke Hum kam se kam 2 se 3 ghante post kare aur apni post ko Hamesha forest related kare Kyunki agar aap ki post Forex alag Hogi toh baaki members ko uska koi fayda nahi hoga
                          • #14 Collapse

                            Aslam o alikum instaforex ka experience demo account say experience hasal kary demo account par practice kary taky apko pora malomat Mel saky trading k hawaly say
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              mery khyal main kam say kam humary pass 3 month ka experince hona chahiye forex trading ko start karnay kay liey aur jitna ziada experince ho ga utna acha hum forex trading main earn kar sakty hay es business main humay khoob mehnat karni chahiye kyun keh mehnat kar kay trade karnay main he faida hota hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X