What is tp and sL in forex trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is tp and sL in forex trading?
    Dear friends forex trading mein tp(take profit) aur SL (stop loose) kiya hota ha sl aut tp ki ratio hm ko kiya rakhni chaye ta k hmara agr ziyada SL hit ho aur tp kem hit ho tb bhi hm loose mein na jaen.tamam logon se guzarish ha k apny apny views de kr mery knowlage mein izafa farmaen thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam o alaikum dear forex members.
    Dear is ka main faida yeh ha keh km se km loss aur ziada se ziada pfofit gain kia ja saky. Jb bhi koi trade lagaen to sl aur tp lagani chahye takeh ziada loss se behter ha km loss pa trade clos ho aur tp se yeh keh baaz auqat aik cheez kaafi profit k bad achanak nerchy a jati ha to tp laga ho ga to jaisy he us rang pa pohnchy ga to maximum profit pa trade close ho jaye gi. Thanks dear members
    • #3 Collapse

      Bhai forex trading market mn tp aor sl aik trading tools hain yani ager ap har waqt market k sath touch ni hain ya touch honey k sath bhe ya option zarur place kren q k market ziada dair tak aik price py ni stop krti take profit hamen ziada sy ziada 15sy 20k fasly py place krna chahy aor stop loss hamen koshish kreni chahy 5, 10pips ziada py place krni chahy yani stop loss 25sy 30pips py go tah k stop loss bahut jld hit na ho.
      • #4 Collapse

        bhai aap nay acha sawaal kiya hai stop loss jab hum laga daty hain and take profit to us point py ja ky humari trade khud bakhud band ho jati hai and stop loss aor take profit aap ko lagany ky liye pehly aap market ky sport ya resistance levels ko deekthy hain jahan aksar trend change hota hi us hisaab sy aap take profit ya stop loss lagaty hain ye aap ki market trategies py depend karta hai ky aap konsi apnaty hian
        • #5 Collapse

          Dear members jab market ki position confirm na hoo rahi ho aur hum trade bhi karna chahtay hain tou hum trade mein stop loss aur take profit lazmi lagain iss se humain trade mein loss ka khatra nahin ho ga aur trade safe ho gi
          • #6 Collapse

            Trading karte waqat stop loss aur take profit ka ratio market ki movement oar depind karta hay k hum kitne pip ka stop loss ya take profit lga sakte hay let spoce agar hum stop loss 30.pip ka lgate hay tou humae take orofit 60 pip ka kgana cahiay yani stop.loss ka ratio kamaur .Take profit ka ratio zada rakhna cahiay
            • #7 Collapse

              Salam dear apka question buht acha hy . Me ye kehna chahon ga k sL aur tp hmary lye help full tools hn . Online trading me market taizi Sy up down hoti rehti hy. Ye tools hmary trade ko safe rkhty hn loos sy bchaty hn . SL aur tp 10 sy 15 pips k wqfy sy lgany chahyen. Ziada lalach me gy tu loss ho skta hy.
              • #8 Collapse

                Bhai jab aap kay pas trading mein time.kam ho tou aap trade laga kay uss per take profit ki value set kartay hain aur loss se bachnay kay lye aap.stop loss ki value adjust kar kay apnay system ko off kar detay hain iss mein market jis point ko pahele touch karay gi aap ki trade close ho jaye gi iss mein aap ko profit tou hota hai lakin loss nahin hota
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: muna00 پيغام ديکھيے
                  Dear friends forex trading mein tp(take profit) aur SL (stop loose) kiya hota ha sl aut tp ki ratio hm ko kiya rakhni chaye ta k hmara agr ziyada SL hit ho aur tp kem hit ho tb bhi hm loose mein na jaen.tamam logon se guzarish ha k apny apny views de kr mery knowlage mein izafa farmaen thanks
                  TP take profit ko kehte hain aur SL stop loss ko Kehte Hain Yeh Dono trading mein bahut Jada important hai aur unke both Paida Hota Hai trailer score
                   
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: muna00 پيغام ديکھيے
                    Dear friends forex trading mein tp(take profit) aur SL (stop loose) kiya hota ha sl aut tp ki ratio hm ko kiya rakhni chaye ta k hmara agr ziyada SL hit ho aur tp kem hit ho tb bhi hm loose mein na jaen.tamam logon se guzarish ha k apny apny views de kr mery knowlage mein izafa farmaen thanks
                    TP take profit ko kehte hain aur SL stop loss ko Kehte Hain Yeh Dono trading mein bahut Jada important hai aur unke both Paida Hota Hai trailer score.....
                     
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      dear friends, stop loss and take profit forex ki tools hain....take profit say ap ki trade us wakt automatic close ho jati hay jab matloba profit pura hota hay aur ap ka profit save ho jata hay....esi tarah stop loss say ap ki trade us wakt close ho jati hay jab kuch loss ata hay aur ap ka account wash ho janay say bach jata hay.
                      • #12 Collapse

                        forex trading main take profit aur stop loss dono ko use karty huway he trade karnay main faida hota hay tab he hum market main acha earn kar sakty hay es business main humay sabar kay sath kam karna chahiye aur esmain humay lalach nahi karna chahiye kyun keh lalach main market main loss he hota hay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Tp ka actual meaning take profit and sl ka meaning stop loss jesy kay nam say he zahir hai loss ko rokna aur profit take krna iska use trading main bohat important hai sometimes ap market par trade krty hain lekin usko pura time ni de paty to agar hm tp or sl ka use karain gy to hmari mrzi k mutabik trade profit ya loss py close hogi

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X