Uc browser ma posts krna perfect tha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Uc browser ma posts krna perfect tha
    Dear members ab yahan chrome ma post krna bht mushkil hai pta he nhi chlta kitni lines ho chuki hain uc browser ma two lines ki posts ho jati thi jub 2 lines complete hi jati thin wo exect 2 lines he hoti thin lkn jub sy forum ky page ki setting chang ki gai hai bht problems aa rahy hain aisa keun hua hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well dear friend uc browser aik best applicationthi post k liay friends app sub ko btaatna chahta hon k app crome ma kafi mushkill hy post kerna
    • #3 Collapse

      Bat ya hai ka forum na apna website ki setting change ki hai jis kka waja s ab mobile pr open krna mushkal hai forum ko post or threads kr sakta hain laken jab hum login off krta hain tu nahi hota ap ko ja uc browser ki setting ko desktop s mobile krna pahrta hai tab ja kr ap dobra log in ho sakta hain webside upgrade hona ki waja s serf computer pr complet nazar ati hai mai apni profile setting kuch nahi dakh sakta uc browser mobile pr abi tu kam chal raha hai pr dahkain kia hota hai serf computer pr hi use krna na pr jaya
      • #4 Collapse

        Agar aap chrome per posts karain tou woh aap ko forum ka purana display dae ga aap chrome mein forum ka main page open karain aur top right corner mein teen dots per click karain aur uss mein aap ko neechay desktop ka option nazar aye ga uss kay samnay box mein tick kar dain aap ka forum ka purana display aa jaye ga yeh UC browser mein nahin ata
        • #5 Collapse

          Bhai agar aap forum kay purranay format ko pasand kartay hai aur aap ko easy lagta hai tou aap usko abhi bhi use kar saktay ho lakin uss kay lye aap forum ko chrome mein open kar kay top right corner se setting mein ja kar desktop box ko check karain aap ki purrani setting aajaye gi mein khud wohi use karta hoon
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            bohat say users mobile kay zariye posts karty hay mery khyal main mobile say ziada time lagta hay computer par say posts karnay ki nisbat aur ye humari marzi hay agar hum mobile say karna chahty hay to es say kar sakty hay humay bs rules ko follow karty huway he kam karna chahiye jis say bhi hum kam karna chahty hay to

            اب آن لائن

            Working...
            X