Apni mistakes se sabaq hasil kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni mistakes se sabaq hasil kren
    Dear members me aj ap sb se aik bat share krna chahta hun jaisa hum sb janty han k hum trading me bht si mistakes krty han or loss krty han to me ye kehna chahta hun k hamen apni miskates ko yad rakhna chaey or un mistakes se sabaq hasil krna chaey ta k nex time hum wo mistakes na kren or acha profit kren or bare loss se bach saken ap sb kia kehty han kindly apne views share kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    No doubt insan jb apni galatiyun par focus karke un galatiyun ko sudharta hai unse sabaq hasil karta hai to wo kamyab hota hai, galati se seekhna apne ilam mein izafa karna hai jab apko us galati ka ilam hoga to ap kabi be wo galati repeat nahi karengy.
    • #3 Collapse

      G Bhai Sahi kaha hai forex mein trading karty waqt ham sub SA mistake ho jati Han aur ham ko loss hota hai to ham ko un mistake SA learn karna chahya aur next time un SA bachna chahya her bandy ka pas kuch na kuch knowledge hota hai aur agr her Banda aik dosry SA share karay to ham bahot kuch learn Kar sakty Han apni apni mistake SA aur ham near time unko remove Kar ka profit hasil Kar sakty Han es Lia AP bhi apni mistake SA learn karny ki try Karan ...
      • #4 Collapse

        Dear friends aap ko apni mistakes ka regular basis pe analysis karna chahyea aur uss kay lye aap weekly karain ya monthly aur jo mistakes kartay hain unn ko control karnay kay lye bhi planning karain aur koshish karain kay unn mistakes ki wajah se aap ko dobara loss na ho
        • #5 Collapse

          Gee haan aap ko apni mistakes se zaroor sabaq seekhna chahyea aur woh aapmiss tarah kar saktay hain kay apni mistakes ya trades ka analysis karain aur jahan jahan aap ne ghalti ki hai unn ghaltioun ko dobara apni trades mein repeat na karain
          • #6 Collapse

            Ap sahe keh rahay ho hmain apni mistakes say sabq seekhna chaheay. Aik dfa jo ghalti ho jayw koshish kran k dobara na ho. Agr hum kisi bhi pair pay trade kr rahay ho to jald bazi ki bjaye hoslay aur skoon say kaam krna chaeay ic tarha ghalti k chance bahut kam hon gay aur roz roz thori improvement ho gi to babut jald achay trader ban jane gay. So ghalti say ghabrana nai chaheay bal k ic ko positive sense main lena chaeay ic say hum apni correction krtay hain.
            • #7 Collapse

              Yes dear menber ap na thk kaha ha k forex trading main kuch trader ase hoty hain jo apni lack of knowledge k sath trading krty hain or loss ka smna krty hain .ase trader ko apni mistake se seekhna chaye k kaha galti hui ha or jb us galti ka pata chal jaye to us ko door krna chaye or phir next trading day main is galti ko repeat na kray.apni galti ko ignor na kray kabhi ye to loss hi loss ha us k liye .daily use loss ho ga na k profit .
              • #8 Collapse

                G bilkul bhai sahe kaha hy ap sub ny liken mn yahn kehna cahon ga keh mistakes tu hoti rehti hn liken en mistakes sy hmen lesson hasil karna cahiya aur aisa krny sy hmari ek tu trading behtar ho gi aur es sy hmen hmari bouns ziyada sy ziyada meln gy yeah bt tu basic mn hy keh ghaltiyan hoti hn aur liken en ghaltiun sy bahot kuch hmen melta hy agar un mistakes ko samjhain tu ???
                • #9 Collapse

                  bohat achi sawal ha ager hum ko forex ma kuch learning karni ha to per hum ko chaheye ka ager hum sa kuch mistake hote ha forex ma to per hum ko wo mistake ko correct kani chahaye to per hum ko learning be hoge es leya hum ko chaheya ka hum apni mistake ko khude he correct kara to per hum ko experience ka sath sath practices be hoge.............
                  • #10 Collapse

                    Hamain apni mistakes say gabrana nae chahiye na he give up karna chahiye balky unko face krna chahiye hmy apni mistakes ko analyse kar k usko correct karain mistake ki main reason less earning ya impatience hoti hai k insan trade krty wqt jaldbazi karta hai aur loss kr deta hai is liye mistake hony par us se learn karna chahiye...
                    • #11 Collapse

                      jo bee trader ho chahye wo new ho ya senoirs ager wo apni mistakes sy ni seekh sakty to woes mien aa ker earning ni ker sakty hien es lye her trader ki success ka razz yeh he hai k wo apni mistakes sy seekh ker agy ki sochty hien or earning bee hasil kerty hien
                      • #12 Collapse

                        Dear friend forex main agar hum apni mistake ko nazar andaz kar dain gay to hum kabhi knowlldge hasel nahi kar pain gay agar hum forex main go galty karty hain as ko zahen main rakh lain to dobara woh galty nahi ho gi aur hamary andar ak new chez ki ilm ki malomat ho gay gi
                        • #13 Collapse

                          jab koi banda apni hi mistakes ko proper tarikey k sath dekhta hey aur us par search karta hey to mere khayal mein koi bhi chez sekhne keliye apni mistakes ko follow karne se hum kafi had tak kamiyab ho saktey hein aur next time achi trading kar saktey hein.
                          https://t.me/pump_upp
                          • #14 Collapse

                            mistakes karna bohat hi bad habit hai Forex Trading main ap jitna ho ske avoid karain bad risks se or jo ap ne past main galtiyan ki hain un se learning karian or un ko again na karne ki sochain q ke Forex Trading main successful wohi log hote hain jo ke apni gatiyon se sikhte hian jo apni galtiyon ko again and again karte hain wo kabi successful nae hote hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Han g ap ny sahi kaha hai jo b new members hai ya new traders hai un ko apni mistakes sy seekhna chahiye jab ham new hoty hai to mistakes ho hi jati hain per hamari tarading tab hi best hogi jab hm mistakes sy seekhy gy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X