trading her waqt krna sahe ni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading her waqt krna sahe ni hai
    salam to all friends,

    mene ye dekha hai k jo expert traders hote hain wo zada tar sham k 5 baje apne computer, laptop ya mobile par trading software ko open krte hain market ko dekhte hain or wo bus roz k 4 se 5 ghantay k darmeyan trading krte hain or apna daily target ko lekr wo side par hojate hain bus us k bad wo market se nikal jate hain dosto to hume bhi asa he krna chahe q k her waqt agar hum trading karengay to es se hume her waqt tention bhi rahegi or humari sehat bhi kharab hoge dosto ap sub ka kia point of view hai es k baray me dosto ??? shukreya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G brother ap ny bohot achi bat kahi hy hamen bhi trading ka yahi asol apnana chahye hamen ziada trading nahi karni chahye aur hamen bhi woh makhsos time bana lena chahye gess main hum trading karen aur ziada trading bhi na karen
    • #3 Collapse

      Forex trading ky liay hamesha entry point ka wait kerna chahiay aesa nehi hai ky ap jab bhi market open kerain tou zarur trade open kerni hai jab apko koi entry point nazar aa raha ho tab trade open kerain ky kuch earning hasil ki ja saky
      • #4 Collapse

        hr time trading krny k kuch faidy aur kuch nuqsaan hoty hain agr faidy ki baat ki jaye to uss mein ye hy k iss sy experience barhta hy aur nuqsaan ye hy k aksar ham aisi ghalti kr jaaty hain jiska hamein kafi nuqsaan uthana parrta hy jaisa k over trading ya laalach krna
        • #5 Collapse

          Trade hamesha sirf aur sirf entry point check ker ky open kerain warna agar ap just market open ker ky tou trade open ker lain ky tou market tou kisi taraf bhi move ker sakti hai tou loss ky chances zyada aur profit ky kam hongy bat theak hai ky her waqat bhi trade open nehi honi chahiay
          • #6 Collapse

            Dear brother trading kay kuch khas timings hain jin mein market tezz hoti hai aap unn timings ko note ker lain aur sirf unn timings mein trade karain iss tarah aap tension se bhi bachay rahain gay aur aap ki teading bhi achi ho gi
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              g han dear i agree u is forex main planing kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho saky gi aur hamain market main emotion ko kabo main rakh k hi hum real main perform karein gay aur hamain market main analyse kar k hi trade karna ho ga it is best joob for all the people

              اب آن لائن

              Working...
              X