Bht saary logon kay zehan main ye sawaal hota hai kay currency ke value kis wajha sy change hoti hai.
Supply and demand factor:
Normal kise cheez kay baary main aap daikh lain k jab market ma uski demaand barhti hai to us ke price bhe zayda ho jaati hai. Aur jab demand kam hoti hai to value bhe kam ho jaati hai. Esi tarha currency main bhee yehi factor hota hai.
Example:
Aik forex pair EURUSD ke misaal lay lety hain. Jab Europe main USD ke demaand barhti hai to us kay mukably main EUR weak ho jaata hai. Aur jab demand kam hoti hai to EUR ke value dollar k mukably main zayda ho jati hai.
Other Factors:
Supply aur demand kay elawa aur bhe kafi saary factor jesa kay Interest rates, Unemployment, Inflation aur GDP weghra currency ke value par asar andaaz hoty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим