forex me loss ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    Bro is k 3 Reson hain, aik tu hum bina Knowledge k is ko start kar dety hain jis waja se Loss hota hai, 2 ya k jitna forex k baray main hummy experince hoga ga hum is main utni hi success hasil karain gay, 3 investment jis k kam hony ki waja se akser hummy loss hota hai,
    I Neend Good friends............ :confused:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      loss ki bari wajah apki jald bazi hoti hai ajkal hum mein honsly ki kami ki wajah sy jald baaz ho jaty hain or phir bara nuksaan uthana parta hai
       
      • #228 Collapse

        forxe mai tu loss kibohat c wajo haat hai aur es mai se ko ek aad mai batae det ahu jesa k ap time ko follow nahe kar ahai ye be loss karwata hai aur ye sab se barai bata hai fore xmi time ki maagement
        • #229 Collapse

          Asalam o alikum g mare khayal se Forex par loss hone ki waja Knowledge ka na hona hai or second Lack of practice in demo and Trading karte howe apka Zada profit k chakar mai lalach karna Ye reasons hai loss k.
          • #230 Collapse

            bahioo forex sab kay laye ohat aha businss hai loss sirf usi sorat muman hai jab aap is ko proper time nae day paty jis ke waja loss anta hai,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
             
            • #231 Collapse

              forex aik booohat acha business hai forex main loss sirf use sorat hota hai jab aap is ko proper time daina chor daity hain agar aap is ko proper time dain gay to aap inshallah is se profit hasil kar sakty han..........
                 
              • #232 Collapse

                jeeeeeee bahi aap na bilkul theak kaha hai jab aap main lalach ajati hai to aap ko loss ho sakta hai is kay laye aap ko patience se kam laina ho ga tab ja kar aap ko forex se profit earn ho ga..................
                   
                • #233 Collapse

                  Dear brother, saari baat tu aap ne khud he apnay sawal mei wazeh ker dee hai ? zaher hai k dunya k kesee hi business/kaam mei nakamy ya losss kee wajah os kaam/business ka theek se nah samajhna hee hota hai.forex mei bhi aap tab hee loss se bach sktay ho jab aap apna market knowledge up kertay ho aur os se trading mei help letay ho warna es business mei aap serf aur serf loss hee kertay rahay gay.
                  • #234 Collapse

                    ggggggg ahe main aap ke baat se itfa kata hn sab se bare waja lack of knowledge hai jis ke waja se aap ko ;oss hota hai agar aap kay pass acha knowledge ho ga aap ko acha earn ho ga...................
                       
                    • #235 Collapse

                      aap ke baat bilkul sahe hai dunya ka koe be business ho agar us main mehat involve nae ho ge to us main aap ko loss ho sakta hai s laye mehnat lazme hai chahy wo koe be kam keo na ho.....................
                         
                      • #236 Collapse

                        ggg bahi losssssss ke bohat se waja hai jis ke waja se loss hota hai lack of knwledge us ka bad aap forex ko time nae daity phr lack of intersest yeh sab forex main loosssss ke waja anti hain..................
                           
                        • #237 Collapse

                          dear brother frex men loss ki waja mery khayal se 3on ka na hona he kun k knowladge experience se hi hum difficult matter ko solve karte hen or hard working hamen profit earn karne men help karta he
                          • #238 Collapse

                            business chahy koe be keo na hooo lakin us mai mehnat bohat zarori hai jb mehnat or lagan nae ho gae to aap ko prift nae ho ga ya faida hasil nae ho ga is lye kisi be kaam kay lye mehnat lazmi hai............................
                               
                            • #239 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: hafsa mansoor پيغام ديکھيے
                              dear mera sawal yeh he ap se k forex trading me loss hone ki waja kya he experience na hona hard work na karna ya knowledge na hona?
                              yes i think that you are right eh dono cheezien forex mein loss hone ki sb se bari wajoohat hein lekin is se ziada eham wja mere khayal mein lose control on emotions hai q k insan emotions mein a k ghalat faisla kar leta ai jis k usay bad mein nuqsan hota hai...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                forex nay har mokay par aap kay laye faicilities rakhi hue hai agar aap is ko availkarty hai to aap ko profit ho sakta hai agar aap is ko ignore karo gay to aap ko loss ho sakta hai,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X