forex me loss ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    my best jub koi bhi kam karty hai pehly os ka knowledge hasil karty hai phr os ka experience gain karty hai os business ko satart lyty hai is liy fore main bhi ap ko pehly is ka kinowledge gain karna chahiy or demo pe is ka experience hasil karna chahiy phr is ko start karna chahiy phr ap ko loss nai ho ga agr ap is ko seekhay bgair kary gay to phr ap koo loss hi ho ga profit nai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      Mere khayal se to forez trading par loss jab ho ta hai jab ham jalbaze mai trade kar te hai ham ko trade hard work kar ke kar na chaiyee
      • #198 Collapse

        bai , meray khial mein loss ki waja yeh ho sakty hein k jb hm sahee se learning na karain n direct real account mein tradng karnay chalay jahay n demo ko na practice karain, matlab hm overconfident ho jahain k hmain tu sb ata hein
        • #199 Collapse

          ji forex main loss hone ki boht si wajaen hain jese ke knowledge ka na hona aur jald bazi karna or achi planning ke saath trading na karna ye sab reasons hain jin ki waja se loss hota hai.
          • #200 Collapse

            mery kheal sy tu knowledge aur experience na hona hy kiun ky agar hamary pas knowledge aur experience ni hoga tu hum tradeing kesy kren gy agar tradeing krty bhi hen tu loss aay ga
            • #201 Collapse

              my dear forex trading ma boht mehant karni parti ha is ma risk ki main waja knowledge ki kami or experences ka na hona or is ky elwa is ma greed bohat ahmeet ka hamil hota ha agar ap ky pass in ma sy koi ak cheez bhi ni ho ge to ap is ma achi trading ni kar sakty ha or is ky elwa jb humary pass kuch ni ho ga to hum is sy kuch hasil ni kar sakty.
               
              • #202 Collapse

                forex main loss ki waja hamari apni hi kuch ghaltian hoti hain ham ya to greed karte hain ya phir bina soche smjhe kaam karte hjain jis ki waja se hamen loss ka samna karna parta hay forex ko smjh kar kaam karen to ham loss se bach skte hain.
                • #203 Collapse

                  forex trading main loss ki sab
                  say bari wajah ye hai k ham is main lalach main
                  aa jatay hain or usi chakkar main galat faislay
                  kartay hain to hamain loss hi hota hai
                  • #204 Collapse

                    dear ap ne bahut acha question kia hy jab ap forex pe trading start karte hain to ap ko chahye ke ap sab se pehle proper planning r strtgy ke sath sath proper experience r knowledge hasil karain
                    • #205 Collapse

                      forex trading meen loss ki waja bohat see bateen hain . jis main kam tajaroba ki waja see bhi nuqsaan hoota hai. dosara jo loog khud mahnat nahi kartee oor doosooroon ki baat per trade kartee hain. teesraa hai trading ka knowledge na hoona.
                      • #206 Collapse

                        Dear forex may loss ki waja jald bazi hoti or agar aap jaldbazi nahi kartay ho laykin aap ko market ki moving ka bi andaza nahi hota to bi market may aap loss karjatay ho or agar aap market ki moving ko bi aap samjh jatay ho to phir aik akhri waja aap kay paas backup hay jo kay kam hota hay.
                        • #207 Collapse

                          dear meray khyal se iss ki bari waja hamara kam knowledge or kam experience hai q k iss k beghair hum achi trading nahi kar sakte............
                           
                          • #208 Collapse

                            forex mai loss ki main reason lake of knowledge hai jab hum kam learning ko bht kafi samjh laitay hai or khud ko ak acha trader samjh ker jaldi mai live trade atart ker daitay hai tb hamay sahi tarah se musdhkil halat se bachna nahi ata hau hamay indicaters ko samjhna nahi ata or isi waja se hum loss kertay hai .log demo ko fazool ka time pass samjh ker avoid kertay hai jo k bht bari mistake hai ,
                             
                            • #209 Collapse

                              forex trading business aik bohat risky business hai iss mai bohat zyada dehan se kam karna parta hai ye business emotions free hai iss mai hum apni greed or emotions ko control rakhne se loss ko kam kar sakte hain.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                forex main loss honey ki in 3 wajoohat jo aap ney batain is k ilawa ye b k zada lalach hai, insan zada ki lalach main loss main a jata hai, zada se zada partice mehnat se insan ko knowledge hota hai is liay zada mehnat krni chaheay, n sab se aehum baat aik he ghalti ka bar bar na krna hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X