forex me loss ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    The main reason of loss in the forex trading business, is our lake of knowledge and lake of planning and lake of hard working, so every trader should do the work with serious of mind and then trader can expect the success from it.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      bhai mera to zati khayl hai k forex main loss ki koi aik waja nhi hoti is main kai waja ho skti hain kuch cases main to knowledge na honay ki waja se loss hota hai aur kuch cases main lalach waja ban jata hai
       
      • #48 Collapse

        jahan tak mera experience hai aur jis waja se mujhe loss hota tha os main 3 waja thi 1 greed karna 2 emotion ho kar trading karna 3 juldi bazi karna aur mujhe juld bazi ki waja se bht baar loss hua hai ke main zayda wait nahi karta tha aur os main mujhe loss hota tha
        • #49 Collapse

          han forex mai agr knowledge or learningky sth chala jaye to zada better hai q ky is mai hamar ahi faida ho ek acha traeder ban ny ky lye forex mai knoledge or learning boht zada important hoti ha ...!
          • #50 Collapse

            pakistan forex forum mey losing k bohat sey wajohat hey..ak ye be hey k apki experience zyada nahi hoty or app kaam kerte hey dosri app ko yaha sakht hard work kerna parta hey jo app nahi kerte.to isi lie app ko loss ho jata hey.
            • #51 Collapse

              forex koi asan business nahi hay doston is main loss ki wajohat bohat si ho sakti hain ab un ko ginain baith jain to humain kafi time lag jaye ga kyn ye wajoohat bohat ziyada hay aur sab se bari wja kum knowledge ki hay jis ki waja se ziyada tar log loss uthatay hain .
              • #52 Collapse

                mostly forex mn loss apni gltion k waja sy hota hy , loss ka main reason experince ka na hona hy
                ap ko phly demo account py experince lyna chahy is sy loss k chances mimimum hoty hn
                • #53 Collapse

                  janab forex main loss ki bohat si waja ho sakti hain lekin forex mian loss ki main waja ap ka lack of knowledge hai kun ke ap ko jitna zyada knowledge hoga forex ke bare main utna hi ap forex mian acha kam kar sakte hain
                  • #54 Collapse

                    dear friend me to kehti hun k forex me loss ki waja yeh hai k hum is me practice nhe karte hain or hamare pas experience or knowledge nhe hai jab tak hamare pas experience or knowledge nhe hoga hum is business me kabi bhi kamiyab nhe ho sakte hain...
                    • #55 Collapse

                      forex trading my loss ki sub sy bari wjha ye hoti hy ky ap achi trading nahi krty ho ya phr ap forex trading my risk lety ho jis ki wjjha sy ap ko forex trading my losss ho jata hy is ley jab bi ap trading krty ho to achi sy achi trading krna ho gi ap ko phr ap ko kabi bi loss nahi ho ga
                      • #56 Collapse

                        In the forex trading there is much more reason to loss some of them in my view is given below.
                        1. Greed in the trade.
                        2. Lac of knowledge and experience ,
                        3. Hurry in the trade.
                        4. Do not make any kind of plan for the trade and dont see the market position before the trading start.
                        5. Dont use the stop loss botton
                        • #57 Collapse

                          ye baat Zehan Main Rakhni chahiye k Agar Trading Ko Achi Tarah Say Sekh gye Tou profit Tou ho he janaa hai,new Traders Waqai Scalping par zyada Tawajo Detay hain Magar ek Style K sath Trading karnaa mujhe Samajh nahin Ataaa,main samajhtaa hon k new Trader ko Bhi har Tarah ki Trading ko taste Karnaa Chahiyee Waisay long term Trading he Achay trader Ka future hai....
                          • #58 Collapse

                            Dear friend ji haan forex trading business mein loss ki waja yeh hai kay hum demo account mein trading kernay sat pehlay hi real account mein trading start kerdetay hein aur humarey paas na hi experience aur knowledge hota hai.
                             
                            • #59 Collapse

                              mere bh forex ma loss ki waja sy ap ko forex par experience ni hota ah is ki waja sy ap ko bhot risk hota ha forex par ap ko demo account par zaror training krni chaye is k bad he ap ko forex par kaam krny ma asani ho gi or ap forex par apna experience use kr k profit earn kr sago gy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                The main reason of loss in the forex trading business is our lake of interest and our lake of knowledge and experience, some time we do not like to do practice on demo and start live trading and we have to face many problems and we fail in trading.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X