forex me loss ki waja?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    G forex me loss ki waja first yo hamy is me lalch nahi krni chate agr ham is ziada lrofit earn krny ki lalch sy bina kucjph dekhy post karty hain to hamy loss ata haii or dosra new trader hain jo bina experiance ky real acount ne tradeing jarty hain un ko is ky bary kuch pta nahi hota or na demo acount par practice marty hain jis sy loss hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      Forex trading business mein jab loss hota hy tu apni kise galti ki waja se hota hy aur forex trading business mein loss experience aur knewledge k na hone ki waja se bhi ho sakta hy agr knewledge aur experience acha nhi ho ga tu bhi loss hi ho ga is liye forex trading business mein kaamyaab hone k liye knewledge aur experience hasil karna zaroori hy
      • #558 Collapse

        Dear forex mn loss hony ki kai waja ho sakti hn.forex ki proper leaning na karna r sb sy bari waja demo account pr munasib practice na karna.r practice karna b to interst sy na karna.is k ilawa jalbazi karna,emotions pr qabu na rakhna,r money management ka khayal na rakhna.
        • #559 Collapse

          G forex main loss ki main wja learning ka na hona aur demo account per practice ka na krna hain aur aksar log direct live account open kr lete hain aur by luck trading krte hain aur is wja se unko loss hi hota hai
          • #560 Collapse

            Forex trading business mein loss ziada new trader ko hi hota hy kiok loss knowledge aur experience ka na hone ki waja se hota hy aur new trader ko knowledge aur experience kam hota hy is liye loss hota hy is liye forex trading business mein mehnat aur hard work kar k knowledge aur experience hasil kar k loss se Bach saktay han is liye knowledge aur experience zaroori hy
            • #561 Collapse

              Dear forex main loss ki darj zail wujoohat ho sakti hain.
              1. low capital ke saath high volume ki trade open karna.
              2. trend ko follow na karna aur us ke against trades open karna.
              3. lalach karna aur apnay jazbat par qaboo na rakhna.
              4. Is dar ki waja se ke kaheen loss na ho jaey achay profit wali trade na open karna.
              5. stop loss aur take profit na lagana.
              6. fundamental aur technical analysis ke baghair trading karna.
              • #562 Collapse

                bhia mere kahyalse lalch sab se bara masla hn forex me jisse apko loss hota hn becoz logo ko start me profit hota hn lekn oske bad phr loss hona start hota hn becoz vo over lotong krne lg jata hn :)
                • #563 Collapse

                  dear brother forex mn loss ke kye ziada wajoohaat hoti hn sab say pehly to ye waja hy kay ham sary traders he raton raat karor pati banny ka sochty hn ky kici na kici trah say paisa ana chahye, is lust mn learning ka process stop ho jata hay aur ham blind trading krty hn jis ke waja say hamen loss ho jata hay
                  • #564 Collapse

                    Bro ferex ak online business hai hai kahin pe loss a Sakta hai trade par loss ajata hai ya him trading krny hin os k pora profits nai milta ye bat apny mind main zaror rakhna
                    • #565 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: hafsa mansoor پيغام ديکھيے
                      dear mera sawal yeh he ap se k forex trading me loss hone ki waja kya he experience na hona hard work na karna ya knowledge na hona?
                      kisi bhi business main to fundamental requirements hain wo to investment, acknowledgement experience wgera hoti hain. or loss key liey koi bhi waja ban skti hai. kabhi investment kam hona or market values ka elam na hona. or jab hamen market key ups and downs ka pata nahi hoga to ham updated amendments ko janey bgair profit nahi hasil kar sken gey. or experience key sath hi ham ye sb handle kar sktey hain or loss sey bach saktey hain.
                      • #566 Collapse

                        Aslam o alikoum dear aap ka sawal bhat acha hai kay forex trading main loss ke waja experience na hona hai
                        • #567 Collapse

                          Dear forex ma loss ki boht si wajoohat hy sab sy pehly to experience ki kami knowledge ki kami news sy time py faidy ka na uthana market analysis and sahi time py sahee decisions na ley pana and zaroori ky her wakt trade lagaee jaye balkay kaam capital waloon ko opportunity ka wait ker ky trade laganee chahiye
                          • #568 Collapse

                            kam learning proper trading way na hona main wajah ha loss ki loss ko protect karne ke leye 1st thing ap ke pass free margin available ho next trade ke leye, agar trade zeyda loss men he to better thing yehi he ke us trade se exit ho jaey aur next trade ke leye market analysis karey and apni har trade men stop loss and take profit ko use kare
                            • #569 Collapse

                              Re: forex me loss ki waja?

                              Forex mai loss ki mai waja sahi knowlege ka na hona hota hay. trade main loss ki waja aik achi strategy ka na hona hay. aik achi strategy hi ap ko bata rahi hoti hay kay trade main kab kahan aur kaisy enter hona hay aur over all account ka loss honay main nakafi knowlege aur riks manage na kerna shamil hotay hain. boht say trader achi money management na honay ki waja say loss ker letay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                Re: forex me loss ki waja?

                                hamain market main planing kar k hi hum real main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main knowldge best ho ga tab hi hum real main profit hasil karny k kabil ho sakty hain aur trend ko use karein gay tab hi hu run karein gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X