patience in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    patience in trading
    dear forex main nay aksar thread read kiya hain jis main kaha jata hai ky emotion ko controll kar ky sabar sy sy kaam liya jaye halanky ye boht he mushkil kaam hain likin ais ky side effect sy hum sab he wakif hain ager hum emotions py control naihn rakhth to phir us ka nukssam humin uthana parta hai her trader ko mind main rakhna chahyee ky trading main loss and profit dono hoty hain and aik trader ki tarah behave karna chayee tab he hum acha profit ly sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul koi b business ho us me loss profit zror hota hy lkn us me kamyab wohi hota hy jis me sabr ho or wo emotion ko control kr skta ho isi tara forex b ik online business hy is me b profit or loss hota hy lkn forex me kamyab wohi hota hy joa pny emotion ko control rkhta hy ya phr sabr se kam leta hy jis tar qoute hy na k sabr ka phal metha hota hy isi tara forex me b wo profit hi leta hy jo sabr se trade krta hy
    • #3 Collapse

      Aslam o alikum Dear friends real account mein trading shoro karny say pahly demo account mein practice karwaly taky apko real account mein lose hony say Bach jay apko pir real account mein mushkal nahi pary ga
      • #4 Collapse

        Bahi patients to hota hi nuksan da hain kisi bi business mai agr ap patience s kam lata hain tu ap ko nuksan ka samna krna parta hai laken aksar fida bi hota hai trading mai bi asa hai aksar ap ko patience s fida hota hai or loss ka chances zyda hain is lia patience s har wakat kam mat lain ta ka ap ko loss ka sana na krna pahra
        • #5 Collapse

          dear main ap ki bat se agree krta hun hume is main menat k sath kam krna chaiye hume trading k waqat apne ap ko kabo krna chaiye tab hi hum eik achy trader bn sakte hein agr hum is ko fallow kr k kam krein gey tu
          • #6 Collapse

            Forex trading my patience ke saath trade karna bahut jyada Jaroori hai agar Hum trading Bina patients ke Karenge toh kabhi bhi achi trading nahi kar Sakenge hona hai Jyada profit banana Sakenge isliye Hamesha patients ke sath kaam kare
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              aap ney bohat sey logon sey ya bohat si jaga pe ye aik baat bobhat sunni hogi kay humey patience kay saath karna chaiye trading mei patience rakhna bohat he eham samjha jata hay kyun kay wo trader jo jaldi mei hota hay bagair kisi achi identity kay trades karta hay wo bas sirk aik loss he uthtata hay so loss se bachnay kay liye patience rakhen apni trading mei
              • #8 Collapse

                Patience ka mtlb sbro tahammul he, galat bhaly kuch bhi hon ghusa nai krna jazbat me nai ana , dil se nai balky damagh se kam kena he , liss pr preshan nai hona, profit pe apni imitations ko nai chhorna, koi seniour tradr kuch bura bhala keh bhi dy to mind nai krna patience dikhani he.
                • #9 Collapse

                  Assalamualaikum g forex mein jahan knowledge aur learning important hai utna hi patience bhi important hai..ku keh agr patience ho ga to ham achi trade Kar sakty Han aur apni trade ko hold bhi Kar sakty Han .me ny kafinlog dakhan gy Jo trade karty Han but Jasa hi unka negative mein jata hai woh trade ko close Kar daity Han ku keh un mein patience NI hota aur unko Jo profit ana hota hai ya to woh bahot Kam profit milta hai ya phr wo loss mein Chala jata hai es Lia AP ziada SA ziada patience rakhan aur trade ko hold Karan ..
                  • #10 Collapse

                    gee haan dear ye aik hakeekat hai ky forex main emotion ko control karna chayee aor ye bhi hakeekat hain emotions ko khatm to nahien kiya ja sakta likin under control rakha ja sakta hai ais liye humy ye cheez zehn main rakhni chahyee ky profit and loss dono ais bussiness ka hissa hain ais liye na to loss sy dishear hoon aor na to profit py emotional
                    • #11 Collapse

                      dear friends, forex main kamyab trading k leay sabar bahut hi zaruri hota hay...jo traders sabar say kam letay hain un ki kamyabi yakeni hoti hay aur acha profit earn kar letay hain but agar koi sabar ko chor k emotional trading karta hay to usay loss ata hay.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Arisha پيغام ديکھيے
                        dear forex main nay aksar thread read kiya hain jis main kaha jata hai ky emotion ko controll kar ky sabar sy sy kaam liya jaye halanky ye boht he mushkil kaam hain likin ais ky side effect sy hum sab he wakif hain ager hum emotions py control naihn rakhth to phir us ka nukssam humin uthana parta hai her trader ko mind main rakhna chahyee ky trading main loss and profit dono hoty hain and aik trader ki tarah behave karna chayee tab he hum acha profit ly sakty hain
                        forex trading main achi traidng krny k liye bohat ziada zroori hai k hum pory passions k sath kam krain or passions trading k liye bohat ziada zroori hain agar ham trading krty hoy aik choti c bhi mistake kr dain gy to us ka hmain bohat nuksan ho skta hai
                        • #13 Collapse

                          ager aap koi b work krty hain to pay aik month k bad hi milti hy. isi tarah ager aap forex main kam krty hain to zara sy patience krny sy aap acha earn kr skty hain. jitni menat or sabr sy kam kren itna profit ho ga..
                          • #14 Collapse

                            dear brother forex trading main imotionaly hona noksan day hy qu k asa gab ap karty hain to ap ki trade loss main chali gaty hy aur imotionly ho kar ap apna acount wash bhi kar sakty ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              trade karny k liye hard work karni ho gi aur experience hho ga tab hi hum acha earn kar skatyy hain aur sabr say kam lena ho ga tab hi hum run karein gay aur hamain iis forex main knowldge hasil kar k hi hum acha earn hoga aur loss ho tou sabr karna ho aur sabr ka phal metha hota hai aur profit hasil ho saky ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X